Jio Sim Se Continuously Call karne Se Band Ho Sakti Hai Jio Free Calling

4
jio sim se continuously calling karne par band ho sakti hai jio free calling

Hii friends Jio Sim Se┬аContinuously Calling Karne Se Jio Free Calling Services Kaise Band Ho Sakti Hai agar aap ye jaana chahate hai to aaj me aapko yahi batane wala hu. Friends mukesh ambani ji ne Reliance jio sim launch kiya tha tab se leke ab tak ek baat common hai ki issme hume free calling pahle bhi milti thi or abhi bhi mil rahi hai.

Reliance sim me se call karne ke liye balance yani tak time ki jarurat nahi hoti aapko bus data pack lena hota hai or jab tak aapka data pack valid rahta hai utne he times tak free calling services bhi valid rahti hai jEo se aap free me local hi nahi balki std call bhi kar sakte hai.

Jio Sim se Continuously Calling Karne Par Kya Such Me Jio Free Calling Services Band ho Sakti Hai ?

Contents

Friends Reliance sim me abhi aapko unlimited Free calling mil raha hai but ab iss unlimited call ka pura maja lene se aap problem me aa sakte hai yani Reliance ne apni free calling service ko bhi limited karne ka decide kar diya hai. Kyoki bhut se log iss free call service ko business ya work ke liye use kar rahe hai or kuch log to continuously 24 hour tak jio free calling ka use kar rahe hai. Reliance Ne free call ki service personal use karne ke liye di hai.

But bhut se log esse work ke liye use kar rahe hai. So ab Reliance ne apne naye rules bana diya hai. In rules ke according jo bhi free call use karke┬а 1 day me 300 minutes yani 5 hours se jayeda karega to usse worker ki post par rakha jayeda or usske number par free selling services band katdi jayegi and usse agar call karna hai to usske liye usse charge high charge pay karna hoga.

Kisi Bhi Jio Number Par Free Calling Services Kaise Band Ho Sakti Hai ?

Dosto agar aap apni Reliance sim se apne friends ya kisi ko bhi call karke 1 day me 5 hours yani 5 рдШрдВрдЯреЗ se jayeda baat karte hai to aapke aapke jio number ko worker ki list me dal diya jayega or aapke number se free call services band kar di jayegi.

Essa iss liya hoga kyoki Reliance ko lagega ki aap 300 min yani 5 hours se jayeda baat karke apne business┬а ki baate kar rahe hai issliye agar aap nahi chahate hai ki aapke number se jio free calling service band ho to aap apni Reliance sim se kisi ko call karke 1 day me Continuously 300 minutes yani 5 hours tak baat na kare otherwise aapke number se bhi free call services stop ho jayegi.

Dosto jio free calling services kaise band ho sakti hai ya free calling services stop kaise ho sakti hai wali ye information aapko kaisi lagi agar ye post aapke liye helpful raha to isse apne other friends ke sath share jarur kare.

4 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here