Jio Phone Online Booking Kaise Kare ( Buy 4G jio Feature Phone )

20
jio phone online booking kaise kare full detail

jio phone kaise kharide , Jio phone kaise milega , jio phone buy kaise kare ye aaj hum iss article me janege. Dosto jio feature phone ke bare me aapne bhut se news suni hogi. Or ab ye phone launch bhi ho gaya hai. Iss phone me aapko 4G volte, jio apps support, data pack etc

bhut se feature mil rahe hai. Agar aapko jiophone ke bare full detail janni hai to iske bare me already apni ek post me bata chuka hu vo post aap niche link par click karke read kar sakte hai.

Jio Phone kya hai – Puri Jankari Hindi me

Contents

Jiophone reliance industry ke chairman mukesh ambani ji ne reliance ki 40th annual meeting ke dauran launch kiya hai. Iss phone me aapko 2.4 QVGA display, 4 way navigation, torch, microphone and speaker jaise feature milte hai issi ke sath apko issme  esse bhi feature milte hai jo isse smartphone banate hai.

issme aapko 4G internet ke sath volte ki facility bhi milti hai ye dunia ka sabse pahla 4G volte me milne me wala keypad phone hai. Issi ke sath issme samsung pay or apply pay ki tarah NFC wala feature bhi milta hai. or ye phone jio ne banaya hai to issme normal si baat baat hai JEo ki sari apps pahle se inbuilt hogi. Sath me issme aapko jio ke alag se recharge packs bhi milte hai.

Jio Phone Ke Recharge Plan And Offers Ki Puri Jankari Hindi Me

Friends jio phone me aapko alag se recharge plan milte hai jo aapko bhut kam price me mil jate hai.

1. 309 wale plan me aapko 1 month tak tv channel wala recharge milta hai. Isska use karke aap iss mobile me koi bhi live tv channel dekh sakte hai.

2. Issme aapko 156 rupee wala recharge plan milta Hai issme aapko unlimited calling, unlimited messages, or 500 mb daily data milta hai..iss plan validity pahle ki tarah hi 28 days yani 1 month ki rahti hai..

3. Issi ke sath jiophone me mini recharge pack bhi milte hai.

4. 59 rupee jio recharge plan – Weekly recharge- iss plan me aapko unlimited calling, unlimited message or 500 mb daily data 7 days ke liye milta hai.

5. 29 rupee jio recharge plan – Validity 2 days – iss plan me bhi aapko unlimited message, unlimited  calling or 500 md daily data 2 days (2 din) ke liye milta hai.

Ye thi friends reliance jiophone ke recharge offer ki info ab aap iss mobile ko book karna chahate hai to me aapko issi ke bare me batane wala hu.

Reliance Jio Phone Online Booking Kaise Kare – jiophone Online Registration

friends Reliance apne jiophone ki pre-booking 24 august se start kar degi or ye mobile “pahle aao pahle pao” ki scheme ke dwara diya jayga. iss mobile ko book karne ke liye aapko 1500 rupee pay karne hoge jo ki 3 year baad aapko return kar diye jayege. 

agar aap jio phone ko use nahi karna cahate hai to 3 year baad isse wapis karke apne  1500 rupee le sakte hai. isske liye bhi kuch term and condition hai jinhe aap jio ke site par jakar check kar sakte hai

or aapko 1500 rupee online pay karne hoge isske liye aap net banking, credit card, debit card, paytm wallet etc kisi ka bhi use karke iss jio phone ka registration kara sakte hai.but aap 15 august se pahle hi isski booking list me samil hona chahate hai to usska tarika yaha me aapke sath share kar raha hu. 

Jio Phone Kaise Kharide ? How to Buy Jio Phone Online Detail In Hindi

  • sabse pahle aapko jEo ki site par jana hoga jisspar direct jane ke liye aap niche button par click kare.

Jio.com

keep-me-posted

  • ab aapko yaha jiophone ka large (bhut bada) banner dikhega or isske niche keep me posted likha hoga isspar click karde. ab  aap jaise hi keep me posted par click karege aapke samne ek form type ka open ho jayega jissko fill karne ke liye niche bataye instruction ko follow kare

first-name-last-name-email-accept-term-and-condition

  1. First name – yaha par apna name dale
  2. last name – yaha apna surname dale
  3. Email – yaha par apna email address dale.
  4. phone number – issme apna phone number enter kare.
  5. pincode- yaha aap jis bhi city ke hai uska pin code enter kare.
  6. i accept term & condition ke samne wale box par click karke tick karde.
  7. submit – sabhi option ko sahi se fill karne ke baad submit par click karde.

now-your-jio-phone--registration-confirmed

  • ab aapke samne ek new page open hoga jissme Thanks you for registering interest ye likha hoga jaisa ki aap uper screenshot me dekh sakte hai.

jiophone-notification

  • ab aapko 24 hours me aapne jo number and email dala tha usspar ek message milega jisssme likha hoga Thank you For Your interest. we have received your detail and our team will contact you shortly thank you, team jEo  

Now aapne jiophone ki booking kara di hai yani ab 24 august ya jabhi bhi jio phone online sell hone lagega tab aapko usski notification apne mobile number ya email par mil jayegi or aap asani se apna 4G Volte Jiophone buy kar payege.

Important – 

Dosto Ab Jio Phone ki booking start ho gayi hai jisske liye aapko 500 rupee online payment karni hogi fir ye mobile jab shipped ho jayga tab aapko 1000 rs dena hoga yani abhi aap online only 500 rupee me jiophone book kara sakte hai isski full detail janne ke liye aap niche link par click karke post read kare 

JioPhone Pre Booking Kaise Kare Only 500 Rupee Me

Dosto jio phone online book karne ke ye jankari aapko agar acchi lagi ho to isse apne other friends ke sath social media site par share jarur kare or aapko jiophone se related koi sawal hai to hume comment karke jarur bataye. 

20 COMMENTS

    • yes jio phone ka price 1500 rupee hi hai jisski payment aapko online karni hogi or payment aap credit card debit card ya net banking se kar sakte hai and fir refund yani aapke paise wapas aapko 3 year baad aapke bank me mil jayege.

    • keep me posted par click karne me kya problem aa rahi hai and agar click nahi ho raha hai to aapke browser me problem aap google chrome browser use kare.

  1. Sab ho gaya lekin us per click karte hai toh call 24august 5:30pm bata tha hai 24 August 5:30pm ke baad hi kara tha khoch hota hi nahi

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here