Hii Friends Kya Aap Jio user hai Aur prime membership ko extend karna yani badhana chahate hai to aaj me aapko How to Activate / Renew Jio Prime For 1 Year ye hi batane wala hu. jaisa ki aap sabhi log jante hi honge Ki reliance ne jab apni jio sim launch ki thi tab vo free thi but fir jab usse paid me transfer kiya gaya.
Yani sabhi plan ko paid karne kiye gaya tab reliance ke liye sabse badi problem ye thi ki itni sim jo free me de di gayi hai to un sim ka cost kaise niklega to issliye Jio ne apni primemembership ko launch kiya jo 99 ki rs hai.
yani agar aap jEo sim ka lete hai Aur usme 1st time data plan ka recharge karate hai to aapko membership bhi leni hoti hai yani ye compulsory hai. Yani aapko Prime member banna ya nahi ye aapka choice nahi hai aapko automatically hi bana diya jayega.
- Jio Slow Internet Speed Ko Fast Kaise Kare Working Trick 2018
- Idea Call History Kaise Nikale – Get Call Details OF Your Idea Number
Jio Prime Membership Kya Hai Puri Jankari Hindi Me
Contents
Jio Prime membership se aapko bhut se benefits milte hai jaise ki aap iski all apps ko free me use kar sakte hai aur aapko bhut hi kam price me recharge plan milte hai. Issi tarah or bhi bhut se offers hai jo primeuser ko milte hai.
Jio Prime Membership Ko Activate Ya Extend Kaise Kare ?
prime membership ki validity 31 march 2018 tak ki thi Aur fir 31 march 2018 ke baad jio ka kya hoga ye bhut se logo ka sawal hai yani kya primemembership extend hogi aur agar extend hogi to free hogi ya isska charge lagega.
To aapke bhi yahi sawal hai to aapko iss article me apne questions ka answer mil jayega. Agar aap old ya existing user hai jinhone prime membership already buy ki hui hai to aapko koi charge nahi dena hoga aur aap free me 31 march 2019 tak apni membership ko extend kar sakte hai aur agar aap new user hai jinhone abhi tak jEo sim buy nahi kiya hai aur prime offer nahi liya hai to aapko 99 rs charge dena hoga.
Reliance Jio Prime Membership Free For 1 Year 2019
Agar aap reliance old user hai jinhone jio prime membership le rakhi hai to aapke liye good news hai aapko ab koi bhi charge nahi dega hoga aur free me aap jioprime 1 year ke liye extend kar sakte hai lekin isske liye aapko kuch step ko follow karna hoga jo yaha me aapko bataunga. Aur in step ko aapko 20 april se pahle hi follow karna hoga Otherwise fir aapko sayad free me ye offer nahi milega.
How to Activate / Renew Jio Prime Membership In Hindi
Sabse pahle aapko apne mobile me myjio app ko download karna hoga agar aap android user hai to isse play store se download kar sakte hai aur apple user issko itunes se download kar sakte hai ya aap issko yaha se bhi direct download kar sakte hai.
- Ab yaha par agar aapke pass apna jio id aur password hai to aap sign in par click kar sakte hai. aur agar aapke Id nahi hai to sign in with sim ke option par click karde.
- Ab yaha homepage par sabse uper aapko Congratulations extend jioPrime for a year free likha dikhega isske niche Get Now par click karde
- Ab aapke aadhar card se linked sabhi sim yaha par dikhega. Ab yaha proceed par click karde
- Now friends aapko Request raised successfully likha dikhega yaha niche done par click karde. Ab aapne prime membership subscription ki request successfully send kardi hai.
Ab aap 24 hours tak wait kare aapki prime membership ki validity 1 year yani 31 march 2019 tak extend ho jayegi.
- Jio Caller Tune Free Me Kaise Activate Kare – Set Hello Tune
- Prepaid Postpaid network kya hai & in dono sim me Difference kya hota hai
Dosto How to Extend Jio Prime Membership For 1 Year 2019, How To Subscribe Jio Prime Membership Free For 1 Year In Hindi, Reliance Jio Prime Membership Free Me Activate Kaise Karte Hai, Jio Prime 2019 Activation Trick In Hindi wala ye article agar aapko accha laga to iss post ko apne friends ke sath social media sites par share jarur kare.