Kisi Bhi Blog Website Me Virus Check Kaise Kare In Hindi

0
website me virus check kaise kare puri jankari hindi me

Hello friends iss post Main aapko batunga ki Blog Website Me Virus Check Kaise Kare. Friends aaj kal bhut si site essi hoti hai jinhe hum apne computer me open karte hai to humara computer slow ho jata hai ye issliye hota kyoki humne jis site ko open kiya tha ussme virus tha aur vo humare computer me aake usse slow kar deta hai.

Virus Kya Hota Hai ?

Contents

Virus programming or coding se bane hote hai, ye humare mobile, computer or laptop jaise digital device ko nuksan puchane ke liye banaye jate hai, ye humare windows operating system ko slow kar dete hai,

aur humare computer ke important data ko delete kar dete hai, inki vajah se humare computer ki speed slow ho jati hai. Isliye hume virus check karte rahna chahiye or apne laptop me accha antivirus use karna chahaiye.

Virus Kon Banata Hai

Bhut se log hai jo coding or programming jante hai vo asani se bana lete hai, vaise agar dekha jaye to jo log antivirus banate hai vo bhi sayad virus bana sakte hai, ye baat puri tarah to sahi nahi hai lekin kuch had tak sahi bhi hai kyoki dono kamo ke liye coding yani programming languages ki jankari hona jaruri hai.

Kisi Bhi Website Me Virus Check Kaise Kare Ya Pata Kaise Lagaye

Yaha main aapko ek site bata raha hu jisse aap asani se kisi bhi site ka url dalkar uss site me рд╡рд╛рдпрд░рд╕ hai ya nahi pata kar sakte hai. Isske liye niche diye gaye steps ko follow kare-

  • Sabse pahle virustotal ki site par jana hoga jispar direct yaha se ja sakte hai.

Virustotal

kisi bhi blog ya website me virus ka kaise pata kare full detail

  • Ab aapko  URL par click karna hai or kisi bhi site ka url dalna hai.

scan-virus-in-website

Yaha aap dekh sakte hai ki aapne jis blog ka url enter kiya tha vo ek dum safe hai yani usme koi bhi virus nahi hai.

Important- iss site par aap apne computer software , games, photos, document, android app etc ko upload karke virus check kar sakte hai, ye ek real virus scan karne ki site hai jiska bhut se log use karte hai.

Friends agar aapko ye post acchi lage to iss post ko share jarur kare, or aapko iss post me kuch samaz me na aaya ho  to comment karke jarur bataye. essi aur bhi internet se related post daily read karne ek liye humari website par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here