Me Facebook Addict Hu Ya Nahi Kaise Check Karu Ya Pata Karu

1
me facebook addict hu ya nahi kaise check karu ya pata karu

Hii friends me facebook addict hu ya nahi Kaise pata karu, facebook addict kya hai and isse kaise safe rahe ye me aaj aapko iss post me batane wala hu. friends Maine apni picli post me Facebook addition kya hai or issse Kaise bache isske bare me bataya ye aaj aapko Facebook addict kya hota hai or aap fb addict hai ya nahi Kaise pata kar sakte hai ye batane wala hu.

Facebook Addict Kya Hai ? What is Facebook Addict- Full detail

Contents

isse bhi aap ek tarah ka rog yani fever bol sakte hai. agar aapko facebook ki lat lagi gayi hai or aap fb account open kiye bina 1 minute bhi nahi Rah sakte or agar koi aapko Facebook se thodi der ke liye hi dur karta hai to aapko gussa aa jata hai isska Matlab hai ki aap Facebok addict ban chuke hai. jaise jaise facebok popular hota hai vaise vaise bhut se logo me isska addiction badta hai ek news ya survey ke mutabik world me 2 lakh se bhi jayeda log fb addict ban Gaye hai. ye ek tarah ka online rog hai jisse log grashit ho rahe hai.

Me Facebook Addict hu ya Nahi Kaise pata karu

aaj kal sabhi log Jo jayeda fb use karte hai janna chahate hai ki vo FB addict hai ya nahi to aap bhi unmese hai to aap niche diye point ko follow kar Jan sakte hai. ki aap fb addict hai ya nahi..

Are you Facebook Addict –  5 signs to check

1. aap 1 minute bhi Facebook se dur nahi rah sakte

angry-hulk

2. agar koi aapko fb se due karta to aapko uspar bhut gussa aata hai.

break-mobile-phone

3. agar fb par aapka aapke friends aapse chat nahi karte ya reply nahi dete to aapko mobile todne ya fakne ka man karta hai.

comments

4. aap apni koi post photo video etc dalte hai or uspar like comment dekhne ke liye 1 hours se kitne bhi hours take usse dekhte rahte hai.

closed-facebook

5. Facebook aap thode hi time ke liye band kar dete hai to aapko ajeebo gareeb lagta hai.

ye point batate hai ki aap Facebok addict ban gaye hai agar aap bhi FB addict ban gaye or isse apne aapko bachna chahate hai to yaha me aapko kuch tips jata raha Jo aaapke liye helpful hogi. or jinhe use karte ke baad aapka fb addiction kam ho jayega. or aap pahle jaise ban jayege.

Me Facebook Addict ban gaya hu ab kya karu isse kaise bachu ya Leave karu

agar aap bhi fb addict ban gaye hai or aap fb addiction ko chhodna chahate hai to yaha me aapko kuch point bata raha hu jo aapke liye useful and helpful honge

  • apna fb account kuch dino ke liye yani temporary ya  permanently block ya disable karde agar aap apna account disable nahi kar sakte hai to aap fb use karne ke kuch gante set kare ki aap kitne ghante(hours) tak isse use karege. ye aapke liye thoda muskil ho sakta hai lekin aap maximum 1-2 hours(ghante) hi facebook use karege ye decide kare.
  • fb se dyaan hatane ke liye aap dusre kamo me apna dyaan lagaye jaise aap apne friends family relatives ke sath time spend kare yani jayda samaye bitaye.
  • agar aap student hai to study par focus karne ka try kare or kisi esse place study kare jaha aapko study me man lage.
  • fb se bachne ke liye aap apne smartphone se duri banaye rakhe or internet se bhi duri banaye rakhe or kam se kam mobile or internet ka use kare.
  • aap fb addict se bachne ke liye apni pasand ke tv show ya movies bhi dekh sakte hai ye bhut accha tarika hai kyoki issme aapka dyaan only tv ke program par rahta hai or isse aap asani se use bhi kar sakte hai lekin ye bhi kam time ke liye use kare. kyoki jayda tv dekhe se aapki eyes bhi kharab ho sakti hai
  • facebook addict se free hone ke liye kam se kam time apne friends ke sath fb par online rahe or online friends ke sath kam time spend karte huye offline friends ke sath jayeda time spend kare.

to dosto iss tarah aap in point ko follow kar facebook addict se kudko bacha sakte hai. or apni life me sudhar kar sakte hai. fb sabhi log use karte hai lekin isska limit tak use kiya jaye to accha hai nahi to aapko fb se bhi nuksaan ho sakta hai issliye aap kam se kam time ispar biatye or other work par jayeda time spend kare. ye post aapko acchi lage to apne friends ke social media sites par isse share jarur kare.

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here