LIC Insurance Agent Kaise Bane ( Become LIC Policy Agent)

0
lic insurance agent kaise bane become lic policy agent

Lic insurance agent kaise bane, Lic policy agent kaise bane. agar aap nukri ki talash kar rahe hai ya koi job find kar rahe hai to aap sahi jagah par hai aaj hum job se related hi information ki hi baat karne wale hai. lic ka naam to aapne suna hi hoga. ye ek bhut hi famous life insurance corporation hai.

jisse lagbhag ssbhi log jante honge isske ads ko aapne TV par kai baar dekha or lic ki site par jakar aap isske bare me jankati prapt kar sakte hai. lagbhag ssbhi student abhi 10th ya 12th complete karne ke baad job ke liye search karne lagte hai.

MATLAB ki vo berojgar ban jate hai vaise essa jaruri nahi hai ki aap 12th ke baad aage ki study na kar Paye 12th ke baad aap college me jakar ba bsc b.com ya koi bhi degree or diploma courses kar sakte hai Jo jaruri bhi hai . lekin kuch student esse hote hai

Jo apni aage ki study yani 12th ki study ka kahrch nahi utha pate hai lekin vo aage ki padhai karna chahate hai to aap bhi unmese ek or aap kuch paise kama kar apni aage ki study karna chahate hai to aaj main aapko issi ke bare me batunga. vaise or aur bhi bhut si job rahti hai lekin agar aap essi job find kar rahe hai jisme aap jitna work kare us hisab se aapko salary mile to ye job aapke liye best rahegi

kyoki issme apako logo ko insurance karne ke liye manana hota hai aur uske fayde batane rahte hai. ye koi bhi easily kar sakta hai kyoki issme aapko jayeda kuch nahi karna hota hai aur aap jitni joining karate hai us hisab se aapko salary di jati hai.

aapne bhut se logo ko dekha hoga aur aapke friend bhi lic agent honge to ye work karna jayeda muskil nahi hai aur koi bhi easily isse kar sakta hai.

Qualification to became lic life insurance agent-

Contents

  1. aapki age 18+ honi jaruri hai.
  2. 12 pass ya 12th complete hona jaruri hai.

LIC insurance agent banne ke required documents –

1. 6 passport size wali photos

2. 10 and 12 pass mark sheet ki photocopy

3. address proof  voter I’d card aadhaar card driving licence

4. pan card

ye 4 document aapke pass hona required yani awashayak hai agar in mese ek bhi document nahi hai to aap lic insurance agent nahi ban sakte.

Lic Insurance Agent Kaise Bane ( Become Lic Policy Agent online offline process in hindi )

  • sabse pahle aapko uper likhi documents ko lekar apne nazdiki Lic branch par Jana hai hai.
  • branch par jakar waha aapko waha Development Officer se milna hai.
  • Branch manger aapka interview lenge agar aap interview me pass ho jate hai to aapko Department / agency training center me bhej diya jayega.
  • Training 50 hours yani lagbhag 3 days ki hoti hai jissme Lif insurance company ke sabhi member samil hote hai
  • training puri hone ke baad LIC agent pre recruitment test pass karna hota hai jo Indian insurance regulator and development authority dwara rakha jata hai.
  • agar aap iss test me successful yani pass ho jate hai to aap development officer ke under me team ban jayege.

iss tarah aap asani se Lic insurance agent ban sakte hai.

Ye lic policy agent banne wali post aapko accchi lage to isse apne dosto ke sath social media site par jarur share kare kyoki isse unki bhut help hogi or aapko iss post me kuch samajh na aaya ho ya kuch step samajhne me problem ho rahi hai to kya problem aa rahi hai vo commnet me jarur bataye or essi jo b se related post ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here