Life Insurance Kya Hai ? Jeevan bima Kitne Prakar Ka Hota Hai

0
life insurance kya hai types of life insurance in hindi

Life insurance kya hai ? Type of life insurance bima in hindi. jeevan bima kya hota hai. Agar aap life insurance karwana chaiyte hai ya fir uske bare me janna chaiyte hai to aap bilkul thik jagah hai

aaj me apko iss post me life insurance ke bare me bataunga full details ke sath matalb sab kuch batunga to ab chalte hai isse pahle aapko insurance ke bare me pata hona chaiye to agar apko nahi pata to aap pahle uske bare me yaha niche link par click karke  post read kar sakte hai.

Life Insurance Kya Hai ? What is  Life insurance

Contents

Life insurance ka means hai jeevan bima to aapko name se pata chal raha hai ki hum apne jiwan ka bhi bima kara sakta hai but jeevan to God ke hath me hai WO kab aapko apne pass bula le iska kisi ko nahi pata aur jeevan Bima hone se yeh nahi hai ki apki jindgi badh gyi bas apki family ko security ki jati hai

means jab aap apna bima karate ho to aap apni income ka 8% company me invest karte ho WO sirf simple person ke liye hai kyuki sabki income alag-2 hai aur WO apne hisab se bima karta hai

jab aapka bima complete ho jata hai ya fir complete hone se pahle hi aapki death ho jati hai to company aapki family ko paise dekar unki security karti hai means aapke duniya se jane ke baad apki family ko paise dekar unki kuch madad ho jati hai aur unke paise kam hone ki jarrut ko pura karti hai.

or jaisa ki maine apni insurance wali post me bataya hai ye bhut types ke rahte hai aur life insurance karana issliye bhi jaruri hai kyoki isse aap khudki hi nahi balki apni family, relatives etc ki help karte hai.

life insurance bhi alag alag types ke hote hai issliye ye aap par depend karta hai ki aap kisko choose karte hai. agar apko inke bare me jayda jankari nahi hai to iss post ko pura read kare.

Life insurance kaise kare ?

Waise apko bahut si company mil jayngi aur har company ka hisab alag-2 hota hai to apse me guide karunga aap apne location ke hisab se Jo bi company apke nazdik hai aur WO company aapko jayda fayda de rahi ho to usme hi registration kare aur mera hisab se LIC sabse best hai.

Types of Life Insurance?

Jeevan bima four types ke hote hai aur aaj kal inke type badhte ja rahe hai means aaj kal har chez ka bima hone laga hai to unke type badh rahe hai.

1. Term insurance

Jabse jayda use hone wala bima aur sath me sabse sasta hona wala means humans yani  sabse jayda log yahi bima karwate hai kyuki yeh sabse sasta hai aur jiske name par  term insurance hai agar uski health kharab ho jati hai to yeh paise nahi deta hai means death hone ke baad hi apke pure paise deta hai.

2. Endowment insurance plan

ye plan term plan ki tarh hi hai bas isme ek khasiyat hai yeh apko bonus deta hai agar aapka bima complete ho gya hai aur aap jitne din zindgi me rahte hai to aapka Sara bonus add hoke apko pure paise milte hai bonus Milne par apko extra paise milte hai.

3. ULIP Insurance plan

yeh plan bi same hai means term aur endowment plan ki tarah work karta hai but isme charge kat lete hai company wale agar aap time par paise zama ni karte hai to ya fir aap time se pahle paise zama karte hai to uska koi charge ni katta agar late karte hai to charge lagta hai means apko bonus kam milta hai.

4. MBP insurance plan

Money back policy yeh bi endowment plan ka hi type hai isme bas itna fark hai jitna Rs. ka apka bima hai apko utna paise mil jate hai but aap bonus kabi bi le sakte hai means aap bonus ko chord sakte hai aur usme apka bonus badhata rahega jab apko paise ki jarrut ho tab aap bonus le sakta hai.

To dosto Life insurance wali  ye post aapko kaise lagi comment karke  bataye or isse related koi sawal hai to vo bhi bataye or essi or bhi life hacks se related post ke liye humari site ko visit karte rahe thanks for read this post… plz share this post to your friends in social media site..

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here