Rooted Mobile Ki RAM Kaise Badhaye [ Increase RAM Trick 2019 ]

0
mobile phone ki ram kaise badhaye increase ram trick 2017 in hindi

Rooted Mobile ka Ram Kaise Badhaye, Android Mobile Phone ka ram Kaise Badhaye Ya increase Kaise kare Hello friends, aaj me apko bahut hi important tricks bata raha hu Jo apke liye bahut helpful hai and agar aapne apna phone root kar liye hai aur ab aap mobile phone ki RAM kaise badhaye ye janna chaiyte hai

ya fir aap apne mobile ki ram increase karna chahate hai to aaj me apko iss article me yahi batana wala hu kaise aap apne phone ki RAM increase kare and me apko bahut hi simple method se samjunga jo aap bahut hi asani se samaj jaynge and bas apko rule follow karne hai aur usko dhyan se samajna hai.

jab aap apne phone ki RAM badana chaiyte hai to jarrur aapne apna phone root kar liya hoga and agar apne apna phone root nahi kiya hai to aap hmari site ki 2 post hai PC and without PC wali post padh kar asani se phone ko root kar sakte hai kyoki bina root kiye phone ki ram badhana possible nahi hai

and jaisa ki aapko pata hi hoga ki smatphone ki RAM agar 1 GB se kam hai to WO jarur hang hoga ya fir apka smartphone old hai matlb gingerbread, jellybeans and KitKat version hai to jarrur uski RAM 1GB se kam hogi aur WO jayda hang hote hai.

Apne Android Phone Ki Ram Kaise Badhaye – 2 Methods

Contents

apne mobile phone ki ram kaise badhaye wale iss article me yaha Me apko two method bata raha hu Jo dono method apke smartphone me work karenge aur apko asani se samaj me aa jayege. bhut se logo ka ye question hota hai ki ram badhana kyo jaruri hai

to iss question ka answer bhut hi simple hai aap apne mobile me jo bhi apps and games ko install karte hai vo aapke mobile ki internal storage ke sath sath ram ko bhi consume karte hai

aur agar aap esse games and apps ko apne phone me install karte hai jinka size bhut badha hai to aapko jayeda ram ki jarurat padhti hai. ram jiska full from random access memory hota hai. ye aapki permanent storage ki comparision me jayeda fast hoti hai.

Rooted Mobile Ki RAM Kaise Badhaye [ Increase RAM Trick 2019]

First method –

Iss method me apko jo app batane wala batane wala hu yeh application Matlab app free nahi hai aapko iske charge dena hoga apko 150rs payment karne honge play store me but apko free me download karne ki tricks bhi yahi par aapke sath share kar raha hu

iss app ko find karne me mujhe bhut time lag gaya lekin aap aasani se isse 1 click me download and install kar sakte ho.

iss app ka name ram ROHESOFT  RAM Expander hai.  jisse aap google play store se download karte hai to aapko 150 rupee pay karne honge . lekin yaha se aap ise free me downlaod kar payenge.

1. Sabse pahle ROHESOFT Ram Expander likhkar google par search kare fir waha aapko bhut si site dikehegi inmese kisi bhi site se issko download kar sakte hai.

2. ab isse install karne ke baad open kare agar aapke mobile me install blocked show ho raha hai to setting me jakar unknown source par click karke enable karde.

2) App Install karne ke  baad apne phone ko restart karle and agar mobile me memory card nahi dala hai to memory card dal de memory card se hi ram increase  hogi without sd card ke nahi hogi.

3.  phone restart karne ke baad rem expander app ko open kare ab issme root permission magega apko grey par click Karna hai hai.

swipe-file-select
swappiness-and-swipe-active

4. ab aapke  samne ek page open hoga issme aapko Swpfile select karna hai aap apne hisaab se isse kitna bhi select kar skate hai jitni aap ram badhana cahahte hai utna select kare agar aap 4 GB tak RAM badha to issme jo dot dikh raha hai use press ya drag kar (kheechkar) aage tak le jaye

jab tak 4gb nahi ho jata ek baad dyaan kare ki aapko ye dot pua end tak nahi le  jana hai essa karne par aapko baad me problem ho sakti hai issliye isse aapko thoda khali rakna hai jaise aap agar 8 gb card use kar rahe hai to usme aap 5mb swpfile select kar sakte hai or 4gb card me 1-2 gb select kar sakte hai.

5. swpfile select karne ke baad aapko 2nd option swappiness select karna hai. isse aap 100% kar de yani dot pura end tak le jaye.  swippiness ko 100% karne ke baad uper left side me Swapactive par click karde.

6. ab swap file create hone lagegi yani process chalne lagegi jab vo 100% yani puri process ho jayegi. tab apne mobile ko restart karle.

congrats ab aapke mobile phone ki ram badh gayi hai.

Second Method –

Apko pahle kuch important bata du Sabse pahle aap setting me jakar application manager me sare apk SD card me move kar do agar apke phone me move to SD card k option ni aata hai to aap iss method k use kare-

2.Sabse pahle aap playstore me jaye aur Link2SD search kare fir isko download kare

2, Install hone k bad root permission magega apko grey par click Karna hai ab Jo page open hoga usme Ext4 ya Ext6 ayga to apko kuch ni karna bas apko cancel par click karna hai

3) Ab aap dekh sakte hai jitne bhi apke phone me application hai WO apke samne aa jaygi aur ab aap sari application ko SD card me move kar de jab aap application ko SD card me karenge to apko link create karne ka option ayga apko link create karna hai Matlab sirf link aane par OK kar de.

Important-

maine yaha aapko mobile ki ram increase karne wale sabhi steps sahi shi bataye hai and agar aap agar galti se ya by mistake koi step sahi se follow nahi karte hai to aapka smartphone brick bhi ho sakta hai.

and ye trick knowledge ke liye share ki gayi hai isska misuse na kare and aapko isse koi problem hoti hai to uski jimmedari aapki hogi issme main or humari site allhindihelp ki jimmedari nai hogi.

Play store me bahut sare application hai jaise clean master, boast etc in application ko kabi download nahi karna chaiye inse yeh hota hai apke phone ki ram to pahle se kam hoti hai aur in application se storage space kam hone lagti hai jisse phone hang hone lagta hai to me apse guide karunga aap in application ka jayda use na kare.

friends agar aap soch rahe the ki apne mobile phone ki ram kaise badhaye to easily in 2 method se ram increase kar sakte hai aur apna phone hang hone se bacha sakte hai agar apko humari post achi lagi to plz yeh post apne friends ke sath social media par jarrur share kare or essi hi new new tricks shikne ke liye humari site ko visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here