Paypal India Me Konsi Bank Ke Debit Card (ATM) Support Karta Hai

12
paypal india me konsi bank ke debit card support karta hai

Hello friends paypal india me konsi banks ke debit card(atm) support karta hai or paypal supported debit card atm kaunse hai ye main aapko iss post me batane wala hu…Friends agar aap nahi jante ki paypal account kya hai or kaise banaye to isske bare me already apni ek post me bataya hai. Paypal ek internationl online bank account hai jisse hum other country se payment recived karke unki currency ko apni currency me convert kar sakte hai. Jaise agar aap US(United State) ke logo ko koi chij sell karte hai to vo aapko paise  usd(doller) me dete hai jo aap  Indian bank account me received nahi kar sakte hai. In doller ko indian bank me recived karne ke liye inko indian rupee me convart karna hota hai jo aap paypal ki help se asani kar sakte hai. Paypal ka use aap international shopping karne bhi kar sakte hai. Lekin international shopping karne ke liye aapke paypal account me debit card add hona chaiye.

Paypal Me Debit Card Add Karna Kyo Jaturi Hai

Contents

Agar aapne  sirf payment received karne ke liye paypal account banaya hai to aap bina ATM add kiye hi apni payment apne indian bank me received kar sakte hai. Lekin agar aapne shopping karne ya business karne ya paise kamane ke liye  account banaya hai to aapko usme ATM add karna hoga. Jaise agar aap online essa work karte hai jisme aapko  paise invest karne hai to paise tabhi invest kar sakte hai jab aapke paypal account me debit card add hoga. ye add hone se aap Indian rupee ko doller me convart kar sakte hai.

Read also:-

Paypal india Me Kyo Sabhi Bank Ke Debit Card Support Nahi Karta –

India me sabhi bank jo card provide karti hai vo visa or mastercard powered  hote hai jinpar international debit card likha hota hai. lekin jab aap inka use online shopping payment karne ke liye karte to aap inko national leval tak hi use kar pate hai.

kyoki online transaction ke liye aapko 3 cvv security pin use karna hota hai jo aap international transaction me use nahi kar sakte hai.

ALL Banks me international debit card ka ye matlab ye hota ki aap inse other country ke atm se paise withdraw kar sakte hai. RBI ki restrictions ke karan most of bank ke specially Government banks ke cards paypal support nahi karta.

pcormoney.blogspot.com

Paypal India me Kaunsi banks ke debit card(atm)  support nahi karta ya kaunsi bank ke debit card paypal supportable ya supported nahi hai.

Goverment sector ki sabhi bank ke card paypal supported nahi hote hai.

1. SBI BANK-  sbi account ka koi bhi atm paypal support nahi karta. Aap mese bhut se logo ka sbi ka account hoga. lekin isske Atm ko aap online international transaction use nahi kar sakte.
 
2. PUNJAB NATIONAL BANK-punjab national bank ke ATM bhi paypal support nahi karta. & Central bank of india , Dena bank .Bank of  India  etc ke card bhi support nahi karta hai
 
SUPPORTED-PAYPAL-DEBIT CARDS

Paypal India me Kaunsi banks ke Debit Card support karta hai ya india me kaunsi bank ke atm PayPal ko Support karte hain?

1. Axis bank

Axis ke 2 card supported hai.

Priority Platinum , Priority platinum Chip and signature debit card
Agar aap bhi in card ke liye registration karna chahate hai to aapko axis bank me account open karbana hoga. Axis me account open karwane ke liye aapko ek online form fill karna hai . Jisse aap yaha click karke fill kar sakte hai.

2. Icici bank

Icici ke lagbhag sabhi card рдкреЗрдкрд▓ support karta hai.  aap premium card ke liye online apply kar sakte hai.

3. KOTAK Mahindra 

Kotak mahindra ke  Platinum Chip or platinum Jifi Chip card  paypal support karta hai aap online inke liye apply kar sakte hai

4.  Indian Bank

iska sirf  тАЬEMV world mastercard тАЭ рдкреЗрдкрд▓ ko supported hai isseme aap only 500 rupee deposite karke account open kara sakte hai or aapko basic atm provide kiya jayga aap isse block karke EMV world mastercard ke liye apply kar sakte hai.

5. Standard Chartered bank 

Standard Chartered me тАЬPlatinum Debit card powered by VisaтАЭ рдкреЗрдкрд▓ support karta hai.

6. HDFC

Hdfc ka тАЬChip based Platinum Debit cardтАЭ рдкреЗрдкрд▓ me supported hai aap isske liye online apply kar sakte hai.

Important-friends рдореЗрдиреЗ рдЖрдкрдХреЛ рдЗрд╕ рдкреЛрд╕реНрдЯ рдореЗрдВ рдЬрд┐рди рдмреИрдВрдХ рдХреЗ рдмрд╛рд░реЗ рдореЗрдВ рдмрддрд╛рдпрд╛ рд╣реИ рдФрд░ рдЙрдирдХреЗ рдбреЗрдмрд┐рдЯ рдХрд╛рд░реНрдб рдХреЗ рдмрд╛рд░реЗ рдореЗрдВ рдмрддрд╛рдпрд╛ рд╣реИ рд╡реЛ рд╕рднреА  рддреЛ рдкреЗрдкрд▓ рдореЗрдВ рд╕рдкреЛрд░реНрдЯ рдХрд░реЗрдВрдЧреЗ рд▓реЗрдХрд┐рди рдЙрдирдХреЗ рдЕрд▓рд╛рд╡рд╛ рдФрд░ рднреА рдХрд╛рд░реНрдб рдкреЗрдкрд▓ рдореЗрдВ рд╕рдкреНрдкреЛрд░реНрдЯ рдХрд░ рд╕рдХрддреЗ рд╣реИ рдФрд░ рднреА рдмреИрдВрдХ рд╣реИ рдЬрд┐рдирдХреЗ рдХрд╛рд░реНрдб рдЖрдк рдкреЗрдкрд▓ рдореЗрдВ рдЗрд╕реНрддреЗрдорд╛рд▓ рдХрд░ рд╕рдХрддреЗ рд╣реИ рд▓реЗрдХрд┐рди рдЕрдЧрд░ рдЖрдк рдХрд┐рд╕реА рдмреИрдВрдХ рдЖ рдбреЗрдмрд┐рдЯ рдХрд╛рд░реНрдб  рд╕рдЪ рдореЗрдВ рдкреЗрдкрд▓ рдореЗрдВ рдПрдб рдХрд░рдирд╛ рдЪрд╛рд╣рддреЗ рд╣реИ рддреЛ рдореИрдВ рдЖрдкрдХреЛ Axis, Kotak Mahindra, Icici bank рдХреЗ рдХрд╛рд░реНрдб use рдХрд░рдиреЗ рдХреА рд╕рд▓рд╛рд╣ рджреВрдБрдЧрд╛

Friends paypal supported debit card list in hindi wali ye post agar aapko   acchi lage to comment karke jarur bataye or issko apne other friends ke sath social networking site par share karna na bhule. aur essi bhi nayi nayi jankari ke liye humari site par visit karte rahe.

12 COMMENTS

  1. Paypal se payment recieve karne ke liye apke bank ko net banking karna hoga.
    Bank of india ke bank account ko online net banking ke liye register karna hoga.

    • Nahi paypal se payment received karne ke liye net banking ki jarurat nahi hai aap bina net banking ke bhi paypal se payment le sakte hai. paypal account verify karwane me 2 small amount aapke bank me send kiya jata hai vo amount aap bina net banking ke bhi dekh sakte hai isske liye aap apni bank me jakar passbook me apne account statement Fill karakar dekh sakte hai or bina netbanking ke hi paypal se payment received kar sakte hai.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here