Mobile Phone Se Facebook Friend List Hide Kaise Kare Or Chupaye

4
mobile phone se facebook friend list hide kaise kare

Hello Dosto, Mobile phone se facebook friend list hide kaise kare ya fir Mobile phone se Facebook friends list kaise chuapye  ye main aaj aapko iss post me batane wala hu kaise aap apne phone se Facebook friends list hide karne ke bare me soch rahe hai to Main iss  post apko bahut hi asan tarike se samjunga Jo aapko asani se samaj me aa jayega apko thoda sa dyan dena hoga aur rule follow karne hai.

Facebook world ki top first social media website hai iske founder mark zuckerberg hai isko 4 February 2004 me launch kiya tha. Mark zuckerberg ne sapne me bi ni socha tha ye ek din itni famous ho jaygi aur yeh duniya par raz karegi to Maine apko FB ke introduction de diya hai wo bi important point aur short me kyoki wo bhi jaruri tha.

Facebook par bahut se log aapki friends ki list ko chori karte rahte hai aur unko request send karte rahte hai to issliye me apke liye ye post laya hu iss ye trick android mobile user ke liye hai isse aap asani se phone se facebook friend list hide kar sakte hai.

Mobile Phone Se Facebook Friend List Hide Kaise Kare Or Chupaye

Contents

jaise ki Aap sab log jante hai aaj kal log sbhi log facebook  ko jayda pasand kar rahe hai  aur unke dil me isne apni ek alag jagah bana li hai aur log iske bina ab nahi rah sakte.

and ek or app hai jisne logo ke Mann  me jagah baan li hai or vo hai WhatsApp isne bi jagah bana li hai kyuki WhatsApp bahut hi simple app hai Jo koi bhi asani se samaj sakta hai but facebook ko samjne me time lagta hai.

aap sabhi logo ke facebook friend honge aur aapme se bhut se log chahate honge ki kya essa ho sakta hai jisse humate facebook friends kisi ko show na kare kyoki bhut bar essa hota hai ki koi bhi aapki facebook profile ko view kar leta

aur aapke sabhi friends ek ek karke request send karne lagta hai. ek tarah se bola jaye to vo aapke friend ko chura raha hota hai to agar aap nahi chhate hai ki aapke facebook friends ki list kisi ko dekhe to aaj main aapke sath jo trick share karne wala hu vo mobile user ke liye hai kyoki pc wali trick me already bata chuka hu.

BHut se logo ke pass apna pc laptop nahi hota hai lekin mobile phone sabhi logo ke pass hota hai.

Android Mobile Se Facebook Friends Ko Kaise Chupaye

  • Sabse pahle Aap apne Facebook app me email aur password dalkar  login kare. and apko lite app or uc mini browser use nahi karna hai matlb koi browser yani google chrome ya uc browser, puffin browser use kare.

go-to-your-fb-profile

  • ab yaha aapko right side me 3 line dikhegi uspar click karde or sabse uper aapko apna profile name and photo dikhega uspar click karde.

facebook friend list hide karne ka tarika

  • ab yaha niche aapke sabhi friends total count ke sath dikhege aapko friends par click kar dena hai.  jaisa uper screenshot me dikh raha hai.

tap-on-public

  • ab aapko  right side me public option dikhega uspar click karde.

tap-on-more

  • ab yaha aapke samne kuch option show honge aapko more par click karna hai.

facebook friend list hide kaise kare

  • more par click karne ke baad aapke samne niche diye option show honge.
  1. Public :- public pahle se select hai jiska matlab aapki  friend list koi bhi check kar sakta hai
  2. Friends :-  isska matlab hai ye aapke vo dost jo pahle se aapke fb friends hai vo aapki friends ki list dekh sakte hai.
  3. Only me :- apko name se pata chal raha hai ki sirf apke siva koi apke friends nahi dekha sakta.

aapko 3rd  options only me hi select karna hai.

Isi tarah aap easily apne phone se facebook friends list hide kar diya hai to aapko ye article kaisa laga hume comment me jarur bataye or aapko isse  ya other post se related koi sawal puchna hai to vo bhi bataye or essi or post ko padhne ke liye humari site allhindihelp par visit karte rahe.

4 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here