Power Bank Kya Hai ? Aur Ye Kaise Kaam Karta Hai Full Information

0
power bank kya hai power bank kaam kaise karta hai full detail

Power bank kya hai or kaam kaise karta hai┬аDosto power bank ke bare me aapne suna hi hoga. But aapko isske bare me detail me janna hai or isse kaise use karte hai ye janna hai to aaj ki post me aapko issi ke bare me batane wala hu.

Power Bank Kya Hai ? – Puri Jankari Hindi Me

Contents

Friends powerbank ko aap offline charger bhi bol sakte hai. Yani sabhi log apne mobile phone ko charge karne ke liye charger ka use karte hai or charger ka use aap light hone par hi kar sakte hai yani mobile charger se aap apne mobile ko charge electricity hone par hi kar sakte hai

but bina electricity ke aap apne phone ko charge karna chahate hai to power bank ka use karke kar sakte hai. isse aap apne smartphone ko Without electricity (bina bijli) ke bhi charge kar sakte hai.

Powerbank bhut si types ke hote hai or inka price bhi alag alag rahta hai. aapko apne phone ke anusar power bank buy karna chahiye yani agar aapke mobile ki battery 1500 MAH hai to aapko 3000 mah ya isse jayeda MAH ka powerbank lena chahaiye. inka size bhi different – different hota hai.

kuch little size yani pocket size ke power bank hote hai jinhe aap kahi par bhi apni pocket me rakhkar le ja sakte hai to kuch ka size thoda big hota hai or issi ke sath alag alag features aapko inme milte hai.

Power Bank Kaam Kaise Karta Hai ?┬аHow to Works Power Bank Detail In Hindi

Dosto ab jante hai ki power bank kaise use karte hai. power bank ke andar ek battery rahti hai jissko aap charger se charge kar sakte hai or us battery ka level yani vo kitni Percent┬а hai ye dekhne ke liye ussme led light di hoti hai jisse aap power bank ka charging level dekh sakte hai.

or issme aapko usb port bhi milta hai jisse aap apne phone ko isse charge kar sakte hai kuch powerbanks me multiple yani 1 se jayda usb port milte hai jisse aap ek sath ek hi time me 2 mobile ko ek sath charge kar sakte hai.

issi ke sath aapko isske sath me ek usb cable bhi milta hai jisska use karke aap power bank se apne smartphone ko connect kar sakte hai.

Power Bank Short Information in Hindi

isse aap ek tarah ki phone ki big ( Badi) battery bhi bol sakte hai. jisko aap charger se charge kar sakte hai or isse aap apne device ko bhi charge kar sakte hai. ye ek universal charger hota hai jisse aap waqt padne par ya kabhi bhi apne device ko charge kar sakte hai.

kabhi kabhi essa hota hai ki jab hum travel par jate hai tab humara mobile discharge ho jata hai but waha agar electricity nahi hai to mobile ko bina electricity ke bhi aap usse power bank se charge kar sakte hai

jaise mostly kuch village me electricity rahti hi nahi hai to esse hum agar humara phone discharge ho jata hai to 1 minute bhi bhut muskil se pass hota hai issliye agar aapke pass apna powerbank hai to aap asani se bina light ke bhi phone ko charge kar sakte hai.

Dosto power bank information in hindi wali ye post aapko acchi lagi to isse apne other friends ke sath social media sites par share jarur kare or essi or bhi post read karne ke liye humari site par daily visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here