How to Restore Recover Google Chrome Browser All Tab in Hindi

6
recover google chrome

Agar galti se Google Chrome browser band ya close ho gaya hai to use restore kaise kare ya sabhi tabs ko fir se reopen kaise kare. how to recover google chrome Browser All tabs ye aap iss artcile me janege. computer aur mobile kisi bhi device me internet chalane ke liye browser ki jarurat hoti hai

aur aapko pata hi google chrome ek bhut hi popular browser hai jise sabhi log use karte hai, chrome browser ko mobile and computer dono hi use karte hai kyoki issme hume bhut sare feature milte hai. ┬а

agar aapke pass Android mobile ho ya computer┬аusme Chrome browser to hoga hi. lag bhag sabhi log internet chalane ke liye Google Chrome ka use karte hai. Kyoki jaisa ki maine bataya hai ki issme bhut se features hai. Jaise aap isme ek se adhik tabs ko open kar sakte,

or aap issme jo bhi search karte┬а hai vo Google me search hota hai or┬а isski speed dusre browsers se jayda acchi hai, aur issme calculator bhi milta hai etc.

Google Chrome Browser Ko Recover kaise kare┬а

Contents

Chrome ke bhut se features hai. Lekin ye jaruri nahi hai ki jo browsers jayda acche features dete hai. Usme koi problem na ho. Is browser ki bhi ek problem hai ki kabhi kabhi ye acchanak band ho jata hai.

Ye issliye hota hai kyoki aap Chrome me jayda se jayda tabs open kar dete hai or aapke computer par or bhi bhut se task chal rahe hote hai. Jis karan ye browser close ya band ho jata hai

agar aapki bhi yahi problem hai to usska solution aapko iss article me mil jayega and kabhi kabhi hum glti se bhi chrome browser ko close kar dete hai

aur agar aapke computer ki ram kam hai to usme jayeda software ko run karne se uska hang hona normal baat hai to iss wajah se bhi jab browser ko close karna padhata hai. lekin kya essa koi tarika hai jisse aap chrome browser me close tab ko recover kar sake to yes ye possible hai.

Read also –

How To Recover Google Chrome browser All tabs

agar aapka Google Chrome browser bhi galti se band ya close ho gaya hai to ussko restore karne ke liye yaha par me aapko 2 easy step baatne wala hu jinko follow karke aap easily apne browser ki all tabs ko firse open kar sakte hai

Step-1 sabse pahle Google Chrome open kare.

Step-2 ab bina koi tab khole, keyboard se ctrl+shift+T type kare

ab aapke Chrome ki┬а sabhi tabs jo galti je band ho gayi thi restore ho┬а jaygi.

Conclusion –

Friends ye information agar aapko acchi lage, to please iss post ko share jarur kare. or essi or bhi internet se related post daily read karne ke liye humari site par visit karte hai.

latest post update ki notification facebook par pane ke liye aap humare facebook page ko like kar sakte hai or post ki information apne email par received karne ke liye aap humari site ko subscribe kar sakte hai.

6 COMMENTS

    • agar aapke computer me Google Chrome browser nahi hai to aap use internet se download kar sakte hai isske liye google search me Google chrome latest version download likhkar search kare..

  1. Sir maine delhi police ki website pe login kia.. Wo galti se page close ho gya… Ab phir se login ni ho pa raha hai… Alredy login show ho rha hai.. Kya karu

  2. Hello sir mera nam samsher pratap kushwaha hai meri ek chhoti se problem hai mere system me facebook nahi chalta hai maine abhi naya “anti virus” s/w dalwaya hai tabhi se nahi chal raha hai please help me sir .

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here