5 Smartphone Features Jo Phone Ko Smart Banate Hai

0
5 smartphone features jo phone ko smart banate hai

Hii friends 5 Smarphone features konse hai jo phone ko smart banate Hai ye aap iss article me janege, aaj Kal sabhi logo ke paas me apna smartphone rahta Hai lekin kya aap apne phone ke sabhi features ke bare me jante Hai

aap mese bhut se logo ka answer hoga ki yes humko humare phone ke sabhi features ke bare me Pata Hai lekin esaa aapko lagta Hai but smartphone ke aur bhi bhut sare features rahte Hai jinke bare me jayedatar logo ko Pata Nahi hota Hai

aur iss post me bhi aapko esse hi 5 smartphone features ke bare me bataunga to aapka phone ko smart banane ka kaam karte Hai.

Aur agar aapko smartphone ke bare me jayeda jankari Nahi bhi Hai to bhi iss post ko read karke aapko Pata chal jayega ki aapka mobile smarphone Hai ya nahi.

5 Smartphone Features Jo Phone Ko Smart Banate Hai

Contents

Phone ke wide camera se Lekar super retina display tak esse bhut se features Hai jo usko smart banate Hai. Aaj Kal sabhi smartphone me hume triple camera, ultra wide camera, ultra game mode, split screen, bionic chip etc features milte Hai. Aur esse hi aur bhi bhut sare smartphone ke feature hote Hai jinke bare me aapko Pata Hona chahaiye.

1. Night mode

Aap mese bhut se logo ne night mode ke Bare me suna hi hoga. Night mode Wala features hume lagbhag sabhi smartphone me milta Hai aur abhi ese phones aa rahe Hai jinme night mode automatically turn on ho Jata Hai

jab itna dark mahol ho Jata Hai ki photo ki bright banana ho ya indore photo me noise Kam karna ho to night mode activate ho Jata Hai

2. Quick take

Ab bhut sare smartphone me Quick take wala new feature aane laga Hai. Issme aap photo mode me yahi ki camera se picture capture karte time shutter button par tap aur hold karte Hai to instantly video recording start ho jati hai aur video mode me switch karne ki jarurat Nahi padti Hai.

Ye ek bhut hi Kamal ka feature Hai jo pahle hume sabhi smartphone me Nahi milta Tha. Aur aapko video recording karne ke liye video mode ko on karna hota Tha lekin abhi aao instalty video recording Kar payege aur isske liye aapko video mode me Jane ki jarurat bhi Nahi hogi.

3. Triple camera

Abhi market me esse phone aa rahe Hai jinme triple camera setup. Rahta Hai aur issme wide, alrta wide, ultra aur telly photo lances hote Hai, triangular configuration me 1 mega pixels sensors, 120 degree field off view, kisi seen ki 4 guna jayeda detail capture karne ki capacity, bahtar optical image, stabilization hota Hai jisse aap high quality me video shoot Kar pate Hai aur Kam light me shots le pate Hai.

4. Super retina xdr display

Kuch premium phones me lcd screen hoti Hai lekin abhi naye phone me new OLED Haptic touch super retina XDR display bhi aane laga Hai. Ye jayeda energy efficient hota Hai. Isse super retina XDR display kha jata Hai.

5. Ultra Wide camer

Bhut se logo ko alag alag angle se photo capture karna pasand hota Hai pahle apko isske liye dslr camera ki jarurat hoti thi lekin abhi aap apne smartphone se hi kisi bhi angle me photo capture Kar sakte hai.

Lagbhag sabhi smartphone me abhi ultra wide camera aane laga Hai. Isska interface users ko frame ke bhar mujood Chijo ka ek view deta hai. Aap bada shot Lene ke liye ultra wide view kaam me le sakte hai.

Dosto 5 smartphone features jo aapke phone ko. Smart banate Hai, smartphone ke 5 features in Hindi wali ye information aapko kaisi lagi comment karke jarur Bataye

aur agar aapko Ye post acchi lage to isse apne Dosto ke sath me social media sites par share jarur kare aur essi aur bhi internet aur android tricks se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here