5 Social Chat & Messaging Apps Jo Sabhi Smartphone Me Honi Chahiye

0
5 social chat and messaging apps jo sabhi smartphone me honi chahaiye

5 social chat apps jo sabhi smartphone me installed honi chahiye , 5 social chatting and Messaging apps jo har mobile phone ke liye compulsory hai. dosto aaj hum social sites ke apps ke bare me janege. agar aap smartphone user hai to aapko pata hi hoga. ki social messaging apps phone ke liye kitni jaruri hai.  

inka use karke aap apne mobile phone se bhut se kaam kar sakte hai kisi se bhi ya friends ya girl friends ke sath chat kar sakte hai. in apps se aap apne phone se internet ka use karke voice and video call bhi kar sakte hai

or aaj me aapko iss article me bhi kuch esse hi social messaging apps ke bare me batane wala hu jo aapke phone ko smartphone banate hai ye application aapne abhi tak apne phone me install nahi kiye hai to jarur install kare .

Mobile Phone Ke Liye 5 Best Social Messaging Apps

Contents

Dosto agar aap android user hai to yaha me aapko 5 essi social media apps ke bare me batane wala hu jo lagbhag sabhi smartphone me hoti hai and aapko bhi ye app jarur use karne chahaiye. kyoki inka use karke aap apne friends ke sath online connected rah sakte hai aur jan sakte hai ki ki aapke friends kha par hai aur kya kar rahe hai. kyoki almost sabhi log social networking sites par active rahte hai.

Top 5 Messaging Apps For Android & iPhone User in hindi

1. WhatsApp

Whatsapp ek popular social app hai jiske bare me aap jante hi honge whatsapp aapko lagbhag sabhi logo ke mobile me install kiya mil jayega aaj kal essa koi nahi hai jo whatsapp use nahi hai most of peaple isse use karte hai.

whatsapp par aap apne friends ke sath chat kar sakte hai apna group bana sakte hai. or iss intetnet ka use kar free calling and video calling bhi kar sakte hai. whatsapp ko aap google play store and itune studio  se download kar sakte hai ya yaha se bhi isse direct download kar sakte hai.

WhatsApp Android Download                 WhatsApp Iphone Download

2. Facebok and Facebook lite

aaj kal esse bhut kam log hai jinka Facebook Account nahi hai sabhi logo ka facebook account hai. agar aapka bhi fb account hai to aap facebook app ka use kar sakte hai and agar aapke phone ki ram and internal storage kam hai to aap facebook lite app ka use kar sakte hai

facebook app ka size 25 mb hai or facebook lite ka size 2 mb hai. or in dono app mese aap apne phone ke hisab se app use kar sakte hai.

Facebook Android Download                   Facebook IPhone Download

3. Messenger

Facebook ke Message read karne ke liye ab aapko messenger ka option bhi milta hai matlab aap aapko facebook ke message ko padhna hai to messenger install hoga.

ye only facebook app me agar aap fb lite app use kar rahe hai to messenger ko install karna jaruri nahi hai. messenger use karne walo ki sankhya bhi days by days badhti ja rahi hai.

messenger me aap apne friends ke sath easily chat kar sakte hai unhe sticker send kar sakte hai . or apna conversation group bhi bana sakte hai. messenger me aap ek sath 3 se 5 logo ke chat aaram se chat kar sakte hai. esse bhut se features aapko isme milte hai.

Messenger Download 

4. Instagram

agar aapne abhi tak instagram app ke bare me nahi suna hai to me aapko batadu ye photo and video sharing ki popular app and site hai. Instagram par aap only photo and video hi upload kar sakte hai. or unpar log like and comment kar sakte hai and aap Instagram par kisi ko bhi follow kar sakte hai and koi bhi aapko follow kar sakta hai

issme aap apne favorite celebrity ko bhi follow kar sakte hai. or apne follower increase kar sakte hai and jab aapke millions se jayeda followers ho jaye tab aap apna Instagram account blue badge bhi add kara sakte hai.

Instagram Android Download                    Instagram Iphone Download

5. Twitter

Twitter ek popular social media site hai. Twitter ke bare me aaj kal sabhi log jante hai millions logo ka Twitter account hai. Twitter par aapko bhut se feature milte hai jaise ki aap isspar kuch likh kar post kar sakte hai jisse tweet bolte hai. or twitter par aapko sabhi celebrity ki profile dikh jayegi. yaha aap apni pasand ke kisi bhi celebrity ko follow kar sakte hai like comment kar sakte hai.

or twitter se aap apne favorite celebrity se connect rah sakte hai WO kha hai kya kar rahe hai etc sabhi detail aap twitter par dekh sakte hai kyoki sabhi celebrity Facebook and Instagram se jayeda twitter par online rahte hai. issliye twitter app bhi bhut hi popular social app Jo aapko sabhi log ke Mobile me install mil jayega..

Twitter Android Download                       Twitter Iphone Download

friends ye the 5 social Chatting apps Jo sabhi logo ke smartphone me hote hai agar aapke phone me inme se koi app  nahi hai to aap usse aap yaha se  download karke install kar sakte hai. ye andorid adn iphone ke liye 5 social messaging apps wala ye article aapko accha lage to isse apne friends ke sath social media sites par share jarur kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here