Without App Redmi Phone Me 2 WhatsApp Kaise Chalaye Ya Use Kare

0
redmi phone me 2 whatsapp kaise chalaye ya use kare

Redmi Mobile Me 2 WhatsApp Kaise Chalaye , How To Use 2 WhatsApp In One Redmi Phone Detail In Hindi. Dosto aapne ek Android phone 2 WhatsApp chalane ke bhut se post read kiye honge and bhut se videos dekhe honge

but aaj me aapko Jo tarika batane wala hu vo redmi mobile user ke liye but agar aap redmi phone user nahi Bhi Hai to Bhi aapke phone me dual apps ka option Hai to aap apne phone me Bina kisi app ka use kiye 2 WhatsApp ek sath use Kar sakte Hai.

2 WhatsApp Account Kyo Banaye ? In Hindi

Contents

Friends agar aap apne phone me 2 WhatsApp use karna chahate Hai to isske bhut se reson ho sakte Hai jaise ek aapka public WhatApp ho sakta Hai jiska number aapke sabhi friends and family relatives etc ke pass hoga

Aur ek aap personal account  bana sakte hai jisska number kisi ke pass nahi hoga ya jisse aap number denge ussi ke pass aapka uska number jayega. Issi tarah aap 2 WhatsApp se 1  ka use apne business ke liye Kar sakte Hai Aur 1 ko personal use ke liye rakh sakte Hai.

Ek Phone Me 2 WhatsApp Kaise Chalaye – Use 2 WhatsApp in One Mobile

Dosto ek phone se 2 WhatsApp use karne wali bhut si Android apps Google play store par available Hai. But unmese bhut si apps sahi se work nahi karti Hai and sahi se work karti bhi Hai to bhi to un apps ka use karne par messages media Yani data hack hone ke chances Rahte hi Hai.

Issliye aaj me aapko Bina kisi app ka use kiye apne mobile me 2 WhatsApp Kaise use kare isske bare me batane Wala hu. But ye method redmi phone user ke liye Hai  but agar aapke pass Samsung, vivo, lenovo, coolpad, Micromax etc koi Bhi mobile Hai to ussme Bhi agar dual apps ka option Hai to aap iss method ka use Kar sakte Hai.

Bina Kisi App Ke Redmi Phone Me 2 WhatsApp Kaise Use Kare Ya Chalaye

  • Sabse pahle aapko apne redmi mobile ki setting me Jana Hai.

tap-on-dual-apps

  • Ab yaha aapko sabse last me app setting dikhega wha aapko dual apps Wala option dikhega uspar click karde.

enable-dual-whatsapp-app

  • Aapko yaha apne phone ki sabhi apps dekhegi inmese WhatsApp app ke samne wale icon par click karke usse enable karde

tap-on-dual-whatsapp-icon

  • Now friends ab aapka dusra WhatsApps create ho jayega. Isska icon aapki home screen par sabse last wali tab me dikhega isspar click karde.

tap-on-agree-and-continue

  • ye aapse permission magega agree and continue par click karke permission Dede.

enter-your-phone-number-and-next

Ab aapko yaha country and country code select Karna Hai vaise to country and country code pahle se select rahta Hai agar nahi Hai to aap apni country and country code daal sakte Hai jaise agar aap India se to yaha India select kare

and country code me +91 select kare Aur phone number me me aapko number dalna Hai yaha apna koi Bhi other number daal sakte Hai jisse apna ye dusra WhatApp use Karna chahate Hai.  Number enter karne ke baad Next button par click karde.

tap-on-ok

  • Ab aapse ek baar or confirm karne ke liye pucha jayega ki aapne Jo number enter kiya Hai vo sahi Hai agar aapne galti se galat number enter Kar Diya Hai to edit par click karke usse change Kar sakte Hai and agar number sahi dala Hai to ok par click karde.

 

enter-verification-code

  • Ab aapke number par ek verification code jayega yaha yaha par vo verification code enter Kare Aur next par click karde.

upload-your-photo-and-write-your-name-and-next

  • Ab  aap yaha photo icon par click karke apna koi Bhi photo upload ke sakte Hai type your name here jagah par apna name daal sakte Hai. Photo and name dalne ke baad next par click karde.

now-your-dual-whatsapp-account-created-successfully

  • Ab aap apne Whats home par punch jayege.

Iss tarah friends aap easily apne Redmi Phone me Bina kisi app ka use kiye 2 WhatsApp ek sath Chala sakte Hai. aap WhatsApp hi Dual App wale feature ka use karke aap apne Phone me 2 Facebook 2 Twitter 2 Instgram account bhi bana sakte hai iss dual app wale feature se aap apne mobile ki sabhi app ko dual kar sakte hai.

Important – friend almost sabhi Xiaomi redmi phone jo MIUI 8 me update hai unme dual app wala option aapko mil jayega jaise redmi 4a, redmi 4x ya note 8, redmi y1 ya 5a etc sabhi xiaomi mobile sabhi me feature aapko mil jayega.

Dosto Ek Mobile Phone Me 2 WhatsApp Kaise Chalaye , Redmi Phone Me 2 WhatsApp Kaise Install Kare, How To Use 2 WhatsApp In One Any Redmi Phone, Without App Ke Redmi 4A Redmi Y1 ya Redmi 5A Me 2 WhatsApp Kaise Chalaye Working Method In Hindi

In sabhi sawalo ka jawab aapko iss article me mil gaya hoga ab aap Bhi apne redmi phone me without kisi app ka use kiye multi applications ka use kar sakte Hai agar ye post aapke liye useful raha to isse apne friends ke sath share jarur kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here