103 COMMENTS

    • aadhar card me name or dob same hone par bhi agar photo alag hai to aapka account unlocked nahi hoga isse accha hai ki aap apni facebook ki profile pic ko change karde jaisi ki aadhar card me hai. kyoki aap aadhar card ki photo to change kar nahi sakte . and agar or koi question hai to jarur baatye..

        • @vikas bro yes aapki baat kuch had tak sahi bhi hai lekin maine galat info share nahi ki hai kyoki ab facebook team esse account ko verify nahi kar rahi hai jinka photo or unke original id card se match nahi hota hai aap abhi ek baar apni kudh ki facebook id verify karke dekhe or usme apna photo alag rakhna agar verified ho jaye to comment me batana..

    • thanks bro aapko facebook account verified karane wala ye post accha laga acchi baat hai and plz aap website wale option me apni website ka link hi dale. main ye aapko issliye bol raha hu kyoki isse aapko koi fayda nahi hai ulta nuksaan hi hoga aap website me apni post ka link add karege to google usse index kar lega isse aapki post ki ranking to down hogi sath me meri bhi post ki search ranking bhi down ho jayegi i hope you understand

    • aap apna question thoda detail me puche ki aapko facebook account verified karane me problem kya problem aa rahi hai vo bataye tabhi hum aapki kuch help kar sakege.

    • old facebook account ko hi verify karane ka method share kiya gaya hai aap post sahi se read karo. aapko sabse pahle apne account ko blocked karana hoga fir aap use verify kara sakte hai.

    • Nahi aapke document jaise aadhar card, voter id card ya pan card ya passport me jo date of birth hai vo Aapke facebook account ki date of birth se match hona jaruri hai.

  1. Hamara account hamesa temporarily locked kyo ho jata he.
    Ham apni purani id ko verified kar sakte he .
    Ser agar hame aap se bhut sare question karne he to uske liye aisi kuch bataye ki hamri aap se directly baat ho dake ya uska jawab jaldi se mil sake .
    Ham pata bhi nahi chalta ki hamari question ka jawab aap ne yaha diya .
    matlab ki hamko bhi pata ho jaye kiaap kab reply karte he

    • 1. facebook account temporary blog hone ke bhut se reason ho sakte hai jaise apni id se kisi bhi post ya comment meabuse ya galat word ka use na kare, kisi ke jaise dikhne wali same id na banaye. apni id se jayda friends request jaise 1 din me 100-150 se jayda request send na kare and groups ya apni timeline me jayda link share na kare.

      2. yes aap apni purani id ko bhi same tarike ka use karke verify kara sakte hai

      3. yes aap mujhse facebook par contact kar sakte hai and me har comment ka reply karta hu and agar aapko pata karna hai ki maine aapke comment ka reply kar diya hai to aap comment ke end me notify me of follow-up comment buy email par click karke tick karke fir comment published kare isse jab bhi me aapke commnet ka reply karunga aapko usski notification apne email par mil jayegi.

  2. Agar ham trusty ko chunte he to uske paas ane wale 3digit code se wo hamri fb id apne mobile me khol sakta he….
    please reply ser.

    • aapka ye sawal samjh me nahi aaya hai thoda clear question puche agar aap facebook verification code ki baat kar rahe to yes aap kisi ka mobile no. accont bana sakte hai fir uske number par code aayega usse aap apna facebook me add number verify kara sakte hai..

      • Ser ham trusty content ki baat kar rahe he jab ham ko fb login karne me problem hoti he to hame 3 trusty choose karne hote he jo hamare viswasi ho .
        To costumer care hamare dwara bananye gaaye trusty ko jab hame login karne me problem hoti he cc se baat karne par wo hamre trusty content ke pass code provide karti he jisko ham apne fb id me password me dalte he to hamara fb open ho jaata he.
        Yahi code jo hamne apne trusty se lekar apni id me dala aur hamara fb id open hua.
        Agar yahi code trusty khud apne MOBILE me daal le to kya uske me hamari id open ho jayegi kyoki use pahle se hamre phone number email number pata hota he.

        • yes facebook se aap lock ho jate hai to aapko 3-5 trusted contact choose kane ka option milta hai. trusted contact ka matlab hi विश्वसनीय संपर्क hota hai issliye aapko esse contact ko chunna hota hai jinpar aapkko trust yani विश्वास ho or jab aap apne trusted friend ko choose kar lete hai to uske pass aapki id ka recovery code jata hai. jissko aapko apni id me enter karna hota hai. and abhi aapka question ka answer ki aapne jisse facebook par jisse trusted contact choose kiya hai agar vo aapki id ka code daal leta hai to yes vo aapki id me login kar sakta hai. issliye apne trusted contact me apne unhi friends ko choose kare jinpar aapko trust ho.

    • bina verified id ke bhi aap apne photo par jitne chahhe utne likes comment la sakte hai but aapki photo se fb policy ka violance nahi hona chahiye.

  3. Bhai mene trick se account block kiya bt your self Photo verification aa gaya.. Identify wala optin Q nhi aaya…😭

    • sayad aapka fb account temporary block ho gaya hai permanent block nahi hua hai. aap abhi bhi iss post me bataye instruction ko follow kar sakte hai. yaha post me confirm your identify wala link hai uspar click karke aap apna id card submit kar sakte hai.

  4. Bhai meri id disable ho gayi thi maine ID proof send Kardiya fb walo ko confirm your identity link pe.. Account mera abhi active ho gaya bt koi verify ka message in aaya gmail pe. Ab me kya samju id verified huyi ki nhi..?
    Nd kaise Chack karu.. Help me sir G😚

    • aapki Facebook id verified ho chuki hai. agar aap ussme login kar pa rahe or vo open ho rahi hai. and FB verified id ko bhi aap limit( jayada friends request send karna, abuse karna, jayeda groups and pages ko join, like karna etc) se jayda use karne ka try na kare kyoki abhi bhut si verified id bhi block ho rahi hai.

  5. Manish bhai aghar mai dusra ka proof se aur uski name se facebook id create karke fir uska gov id proof se verify karke fir mera name pe change karke aur mera photo upload karke I’d use kar sakta hun kya? pls help me manish bhai kyuki mera koi bi gov proof nahi hai. mera age 16/17 hai.

    • dubara proof upload kare agar aapne abhi aadhar card ke alwa koi document diya hai to ab apna aadhar card upload karke try kare aapki id 24 hours me verified ho jayegi.

    • facebook account block karne ke method maine already post kiye huye hai and aap facebook me essi links share kar skate hai jo fb ne block ki hui hai ya aap sabhi facebook group me 50+ baar post kare isse bhi aapka facebook account blocked ho jayega.

  6. sir many 2 idz banai ak email or ak fake mail pai banai fake mail say ura dai jo gmail pai banai thi ab agy ka method bata dai

    • aapko puchna kya hai apni facebook id se related aapki jo fake mail se banai id blocked ho gayi hai usse unblocked kara sakte hai ya usse verified bhi bana sakte hai isski post maine already ki hui hai

  7. This email address you entered does not belong to a disabled account. You may only appeal a disabled account from this contact form.
    My account asaa likhtaahe, proof or email dalneke bad

    • aap jo email enter kar rahi hai vo aapke disable account se match nahi ho raha hai aapke fb account ka jo bhi email hai vo sahi sahi fill kare and agar aapne apne phone number se fb account create kiya hai to apna number hi enter kare

  8. Hy sir
    Meri id Pichle 4 mahino se ye bata rhi h 👇
    Thank you
    Unfortunately, you won’t be able to access your account while we’re reviewing these additional documents. We appreciate your patience, and we’ll get back to you as soon as we can.
    Log Out

    To ap btao me kya kru ??

  9. bhai ..meri DC nam s id thi.. usme verifictaion mangi mene glti s khud ki pic send krdi… ab ye likha ara h..
    thanku.. unfortunatly u wan’t be able ur acces account….etc etc..
    ab bat ye ki m verify kaise kru.. kyuki documnt m deepak nam hai..
    or m ek artist hu.. wo account bht jruri h mere lie..
    so plzzz help meeeeeee

    • ek id card se aapki ek id hi verified hoti hai but agar aapne same name and dob se ek se jayeda id banai hai to 2 ya 4 id bhi 1 id card se verified kara sakte hai.

  10. Ma na kal one id new bana kar verified ki aur meri old id ha same date of birth same name but new to 5 mint ma ho gayi thi jab k old abi tak koi msg ni aya Facebook walon ka kitni dair ma old id ho gi verifaid

    • isska matlab hai ki aapka facebook account blocked ho gaya hai or aapko id card yani aadhar card code karna hoga jissme aapka photo and name ho and iss message ko pura padhne ke liye aap google translate me jakar urdu or hindi language select karke ye message paste karde ye isse ye urdu wala message aap hindi me bhi read kar payege

    • aapke facebook account par like disable ho gayi apne fb friends ko bole ke vo aapko poke kare. fb poke feature ke bare me maine post kiya hua hai jisse aap facebook category me jakar read kar sakte hai.

  11. Sir meri problem ye hai ki meri id mere bulawa name se khuli hai Q k sab mujhe uname se jante hai . lekin meri proof I’d kisi or namese hai to kya meri I’d submit nahi hogi ?? Sir main kya karu mere liye WO I’d zaroori hai

  12. Comment: bhaya mera account disable ho Gaya he or kholne ki kosis kr rhi hu to number bolra he ki ye number kisi disable account se nhi Juda he plz help me

  13. kya auto liker use karne ke baad usi fb id ko double se use karte hain to koi problem to nahi hain yaa hain.
    kyuki jab mujhe pata chala auto liker ke baare main ki auto liker use karna galat hain.
    isliye confirm karna chahata hoon.
    please help with secure reason !
    kyuki token generate hone par saari information fb id ki un logo ke paas chali jaati hain isliye dought hain.

    • yes aap auto liker ka use karne ke baad bhi apni us fb id ko use kar sakte hai issme koi problem nahi hai and auto liker site ka use karne ke baad only apne facebook id ka password change karle isske bare me full information maine already share ki hui hai jise facebook category me jakar read kar sakte hai.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here