2 मिनट में WhatsApp Account Delete कैसे करे – Deactivate WhatsApp ID

7
whatsapp account delete kaise kare full detail in hindi

Hii friends Whatsapp Account Delete Kaise Kare , Whatsapp ID Deactivate Ya Disable Kaise Kare Whatsapp Account Delete Karne Ka tarika Hindi ye aaj me aapko iss post me batane wala hu. Dosto agar aap Whatsapp use karte hai to aap jante hi honge ki ye social networking ki bhut hi popular apps mese ek hai isspar aapko bhut se features milte hai jaise aap apna group bana sakte hai.

apna broadcast group banakar sabhi ko ek sath message kar sakte hai or vo log aapka message dekh payege and reply nahi kar payege.

Esse hi aap isske web feature ka use karke apne pc laptop ya desktop computer me bhi isse use kar sakte hai and isse voice and video call bhi kar sakte hai etc whatsapp social chat messaging apps me sabse popular app hai jinhe billions se jayeda log use karte hai. Isse aap isski popularity ka andaza laga sakte hai.

Whatsapp Account Delete Kyo Kare – Main Reason

Contents

Agar aap apna whatsapp account delete karna chahate hai to isske bhut se reasons ho sakte hai. isspar account kaise banate hai ye aap jante hi honge but aapko iss account ko deactivate ya disable karna hai or aapko nHi pata ki whatsapp account permanently delete kaise kare to aaj me aapko issi ke bare me batane wala hu. WhatsApp Account delete karne ka main reason apni identification hide karna yani pahchaan chupana hai.

Yani aap girl ya boy koi bhi ho agar aapki kisi se ladai ho gayi hai ya aapko bhut se log abuse message send kar rahe ho, ya aap bhut se groups me join ho gaye to or aap daily 10000 se jayeda message har second aa rahe ho. To fir aapke pass ek hi tarika bachta hai ki aap apna whatsapp account delete karde.

Esse bhut se reason hai jinki wajah se log apna account deactivate  karte hai koi privacy ke liye to koi identification chupane ke liye id delete karta. Friends ye ek app hai or aap agar sochte ho aap apne phone se whatsapp ko uninstall kardoge ya clear data kardoge to isse aapki id delete ho jayegi but essa nahi hai.

Aap apne phone se issko uninstall bhi kardoge fir bhi aapke sabhi friends ke whatsapp account me aapka number and name show hoga. Issliye aapko issse apna account deactivate  karna padega tabhi ye puri tarah se delete hoga isski full detail janne ke liye post read karte rahe.

WhatsApp Account Delete Karne Ke Top 10 Reasons in Hindi

1. aapne apne dusra number par account banana chahate hai to iss number ko change karna chahate ho.

2. Aap apni privacy ko secure rakhna chahate hai.

3. aapka aapki friends yani gf se ya aapka aapke friends bf se jhagda ho gaya ho. or aap nahi chahate ki vo aapko whatApp par dekh paye.

4.  aapke friends ya kisi ne ispar aapki id bana di ho or aapko isse use karna nahi aa raha hai ya aap issko use karna chahate hai or isse delete karna chahate hai.

5. aapko WhatsApps use karne ka time nahi pa raha ho.

6. aapke exam chal rahe ho or aap apni study me focus karna chahate ho but whatsapps wajah se study me focus nahi kar pa rahe ho.

7. aapke exam ke time aapke friends and group jinhe aapne join kar rakha hai message hi message aa rahe ho or aapko study karne me disturbance ho raha ho.

8.  aap kisi se apna number hide karna chahate hai or aap chahate hai ki use na pata chale ki aap whatapp use kar rahe hai.

9. ye aapko ab boaring lagne laga hai.

10. aapke friends ya koi aapke whatapp number par bhut se message kar rahe jisse aapka mobile hang ho raha hai.

WhatsApp Account Delete kaise Kare – Permanently Delete

Agar aap bhi apna Whatsapp account permanently delete karna chahate hai yani kisi ke bhi mobile me aapka number ho or vo whatsapps par show na ho. Yahi aap chahate hai to easily aap apni id deactivate karke apna number isse hata sakte hai isske liye niche bataye instruction ko follow kare.

How to Delete Whatsapp Account Detail in Hindi

3-dot-setting

  • Sabse pahle apne phone me Whatsapp open kare. Ab yaha left side me aapko 3 dot dikhege unpar click kare fir setting option par click karde.

tap-on-account

  • Setting par click karne ke baad yaha aapko account ka option dikhega uspar click karde.

delete-account

  • Account par click karne ke baad yaha niche aapko delete my account ka option dikhega uspar click karde

delete-my-account

1 yaha aap jis bhi country ke hai vo country select kare agar aap india se hai to india select kare.

2. Yaha par aapko number confirm karana hai. Issliye apna 10 digit wala whatsapp number yaha dale.

3. Ab sabhi detail sahi se fill karne ke baad delete my account wali button par click karde.

select-reason1.yaha select reason me aapko koi bhi 1 reason select karna hai maine pahle se yaha i m changing my device reason select kiya hua agar aap chahe to aap bhi yahi reason select kar sakte hai ya apni pasand ka koi bhi reason yaha select kare.

2. yaha aap whatsapp ko bata sakte hai ki usme kya improvement ki jarurat ya issme kya sudhar hona chahaiye aap issme kuch nahi likhna chahate hai to issko blank bhi bhi rahne de sakte hai.

3. sabhi option sahi se fill karne ke baad delete my account par click karde.

repeat-click-delete-my-account

  • ab yaha aapko dikhega aap ek baar apni id delete kardete hai to kya kya delete ho jayega yaha par delete my account button par click karde

Now friends aapka whatstapp account delete ho chuka hai.

issi tarah friends aap bhi easily apna whatsapp account delete kar sakte hai.

Dosto Whatsapp account delete disable ya deactivate kaise karte hai Whatsapp id delete kaise kare wala ye post aapko kaisa laga comment karke jarur bataye or essi or bhi post read karne ke liye humari site par visit karte hai.

7 COMMENTS

    • aapke number se koi whatsapp account tabhi bana sakta hai jab aapka phone uske pass kuch time ke liye ho kyoki whatsapp account create karte time otp code aata hai agar kisi ne aapke number se whastapp account create kar liya to aap bhi ussi number se whatsapp account banaye or delete karde isse uske phone se bhi account delete ho jayega.

    • aapka question samajh me nahi aaya aap agar ye kahna chahate hai ki aapka number kisi ke pass save hai or uska number aapke mobile me save nahi hai to aap usse message karege to use aapka name dikhega and vo aapko message karega to usse aapka number dikhega simple si baat hai

  1. Me chahta hu ki what’s app delete ya deactivate kaise kru jo mere jitne bhi friend ke pas mera number hai uska mera whatsapp account nahi dikhe..To kaise kru

    • iss post me bataye instruction ko follow karke apna whatsapp account permanently delete kar sakte hai fir kuch time baad aapke friend ko aapka number whatsapp par show nahi hoga.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here