WhatsApp Group Me Aapka Message Kisne Padha ? Kaise Check Kare

2
whatsapp-group-me-aapka-message-kisne-seen-kiya-kaise-check-kare

Hello friends, aaj me apko whatsapp group ke liye ek aisa important point batana wala hu Jo apke liye bahut jarrut hai jab aap WhatsApp group me message send karte hai to uski delivery report nahi aati matlb 2 tick right mark ni aate sirf 1 tick mark aate hai aur aap thoda confused ho jate ho ki apka message WhatsApp group me send hua hai ya nahi

ye confusion sirf fresher logo ke liye hoti hai Jo pahli bar WhatsApp used kar rahe ho and Experience logo ko pata hota hai ki message send ho chuka hai but unko ye ni pata hota vo kisne seen kiya to dosto me aaj apko is topic me yeh batunga ki WhatsApp group me kisne msg seen kiya yeh kaise dekhe.

WhatsApp kya hai ? WhatsApp ka Use Kis Kaam Me Kiya Jata Hai.

Contents

waise aap sab log WhatsApp ke bare me bahut ache traike se jante ho. WhatsApp kya hai aur kaam karta hai agar apko ni pata to me apko thoda short details me batata hu WhatsApp Facebook ke bad use karne wala social media app hai

jaha tak ki android phone me sabse pahle download hone wala App h Jo dusre no par sabse jayda famous h aur iska use chatting, video calling, video and document send karne me kiya jata h WO bi bina paise k bas isme data kharach hota h WO bi bahut kam to ab me apko batata hu.

WhatsApp Group Kya Hai ??

Group k matlb h jisme family member aur friend member milkar apni bat ko share karte hai same wahi process WhatsApp group k h isme aap ek group bana kar usme kisi ko bi add kar k aap apni bat ko share kar sakte h matlb jaise aap apne bahut sare friend se milte h to aapka ek group ban jata h aur aap apni bat share karte hai aapass me aur isme bi aise hi hota hai. to ab apko pata chal gaya hai. WhatsApp group kya hai.

WhatsApp Group Me Aapka Message Kisne Seen Kiya ? Kaise Chack Kare-

jaisa ki friedns aapko pata ki jab hum whatsapp par kisi ko message ya media file jaise image, video, music, document etc send karte hai to jab wo humari dwara send ki gayi file dekh leta hai to 2 right mark us file par aa jate hai ye read receipt rahti hai jisse pata chal jata hai ki aapke dwara send kiya gya sms aapke friends ko mil chuka hai and usne dekh bhi liya hai. ye to rahi normal chat ki baat lekin group me read receipt nahi dikhti hai issliye ye pata lagana thoda muskil hai ki whatsapp group me aapke dwara send kiya gaya message ya media file kisne dekhi hai agar aap bhi ye pata karna chahate hai to asani se iss ┬аpost ko pura read karke pata kar ┬аsakte hai.

WhatsApp Group Me Kisne Aapka Message Read kiya Ya Padha Hai Kaise Pata Kate-

Ab me apko batata hu apko kaise dekhna h ki apka msg kisne seen kiya h aap hmare kuch step ko follow kare

1) sabse pahle aap WhatsApp group ko open kare jisme apko msg seen dekhna h

2) ab aap Jo msg kiya h usse par tap karke rakhe matlb uss msg par kuch second click karke rakhe

sms ko hold karke rakhe

3) ab apko upar kuch option dikhnge jaha forward, copy wagara option h to aapko ek ( i ) aisa option dikhega

image me bataye icon par click kare

4) ab aap uss par click kare aur apke samne ek page open hoga usme aap dekh sakte h read msg aur delivery msg k option h .

ab aapko read and deliverd ke option dikhege

Read msg :- isme apka jisme msg seen kiya h Wo contact apke samne aajaynge to aap yaha se dekh sakte h kisne seen kiya h

Delivery msg :- isme jiske pass apka msg chala gaya h but unhone seen ni kiya to uske contact samne aajaynge.
Note :- isme aap sirf apna send kiya hua msg check kar sakte h and dusro k send kiya msg check ni kar sakte.

Last word :- agar apko kuch samaj na aaye ya fir apke pas koi Questions ho Jo apko puchna h to pleace comments kare aur ye bhi bataye hamari post kaisi lagi . or iss post ko apen dosto ke sath social networking site par share karna na bhule.

2 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here