Whatsapp Status Feature Kya hai Or Kaise Use Kare ? New Update

11
whatsapp status feature kya hai or kaise use kare full detail

Hey friends Whatsapp status feature kya hai or whatsapp new status feature ko kaise use kare ye main aapko aaj iss post me batunga. whatsapp messenger me update hote rahte hai

jaisa ki aapko pata ki ki issme abhi kuch month pahle hi video calling feature diya gaya or uske baad video streaming feature diya gaya or abhi apne new update me ┬аbhut hi high tech feature add kiye gaye hai.

ye baki sabhi update se bhut jayeda accha hai. jaisa ki aapko pata hi hoga ki pahle whastapp me hume chat, call ke option show hote hai lekin abhi hume status wala option bhi whatsapp messenger me show hoga,

Whatsapp Status Feature Kya Hai ? In Hindi

Contents

Whetsap updated bita version me bhut se feature add kiye gaye hai unmese hi status feature me kafi changes kiye gaye hai pahle aap sirf text me likhkar or emotion add karke status dal sakte the lekin ab aap apne whatsapp status me image, gif or videos ka bhi use kar sakte hai.

Or status update karne me jo image gif ya video ka use karege to 24 hours me automatically delete ho jayega. Iss tarah ab aapko 24 hours hone par dubara status dalna hoga.

Itna hi nahi ab aap apne whatsapp status ki privacy bhi rakh sakte hai yani aap ye decide kar sakte hai ki aap usko ye kin logo ko dikhana chahate hai ya encrypt karna chahate hai . means agar aap apne friends mese kuch logo ko apna status show nahi karna chahete hai to essa kar sakte hai

Whatsapp Latest Update Me Kon Kon Se Features Add Kiye Gaye Hai-

Yaha main aapko batunga ki update se phale whatsapp kaisa tha and update karne ke baad kaisa dikhega.

Pahle whetsep me 3 option call chat or content show hote the ab 4 option camera, status, chat  or call show ho rahe hai.

whatsapp status me kya update hua hai

1. Camera- isspar click karke aap direct photo capture kar sakte or gif bana sakte hai or ussne emoji bhi ad kar sakte hai sath me us image par text bhi likh sakte hai text ka color bhi change kar sakte hai. Iss tarah aap ek perfect photo apne friends ke sath whatsapp par share kar sakte hai.

2.Chat – ye option vaisa ka vaisa hi hai issme koi badlav nahi hua hai.

3. Status- yaha se aap statas update kar sakte hai or uski privacy bhi rakh sakte hai ki kon use dekega or kon nahi

4. Call – ye option same hai issme bhi koi change nahi hua hai.

WhatsApp Status Feature Ko Kaise Use Kare- Full Detail

whatsapp Status feature ko kaise istemaal kare ye janne ke liye niche steps ko follow kare.

  • Sabse pahle aapko apne whatsapp ko update karna hoga kyoki ye feature beta version me diya gaya issliye Agar aapne apna whtsatsep update nahi kiya hai to sabse pahle use update kare.
  • Ab use open kare yaha aapko 4 option dikhege status wale option par click kare.
whatsapp status feature ko kaise use kare
  • Ab yaha aapko left side me icon show hoga uspar click karde.
choose-a-photo
  • Ab jaise hi aap iss icon par click karege aapke phone me camera open ho jayega and niche gallery ke kuch pic dekhne lagegr unmese kisi bhi photo ko jisse staes banana chahate hai uspar click karde.
whatsapp status feature kya hai
  1. isse photo ko crop kar sakte hai
  2. isse emoji add kar sakte hain
  3. isse photo me text add kar sakte hai.
  4. isse photo ko badal sakte hai yani dusri us photo ki jagah dusri photo la sakte hai
  • Emoji  me aapko bhut se emoji mil rahe hai or text bhi aap direct photo par likh sakte hai
tap-on-left-side-icon
  • In sabhi option ka use karne ke baad  left side icon par click karde.
update-image
  • Aap photo uplaod hona start ho jayegi or jab vo upload ho  jayegi tab my status par show hone lagegi.

Important- friends  ab aap apne whetsep stetas me text add nahi kar sakte hai aap sirf image gif or video hi add kar sakte hai or image me caption yani image ke niche text bhi dikha sakte hai or aap jo whatsapp status feature ka use karke jo status upload kargege vo only 24 hours tak valid hoga or 24 hours( 24 ghante) ke baad vo apne aap delete ho jayega.

agar aapko abhi bhi kuch smajh na aaya ho to asani se iss video ko dekhkar samj sakte hai.

Friends iss tarah asani se aap whatsapp status  feature ka use kar sakte hai aapko ye post accha lage to share jarur kare or essi hi or bhi post read karne ke liye humari site allhindihelp ko subscribe kare..

11 COMMENTS

  1. hey mere phone me status privacy ni lagi h but mera status mere friend ke phone me show ni hora h tell me reason

    • aapne backup nahi liya hoga i think whatsapp delete messages ko recover kaise kare isski post me jald hi karunga uski notification facebook par received karne ke liye aap humare facebook page ko like kar sakte hai.

  2. Agar mere frnd k pas Mera contact nmbr save nhi hai….. to uska status muje dikhega Kya …..ya status seen Karne ke lia dono k pas contact number save hona Kya.

    • yes agar aapka number kisi ke aapke friend ke phone me save nahi hai to usse aapka whatsapp status nahi dikhega and aapke phone me apne friend ka number save hai or usne koi status dala hai to vo aap dekh sakte hai.

  3. please answer soon
    Mene kisi ko whatsapp pe add kar rakha tha par usne status dirty laga rakha h me use status se hide karna OR hatana chahta hu kya karu number delete karne ke bad bhi dikh raha

    please reply soon

    • aap us status par finger hold kare aur fir mute option dikhega uspar click karde. isse vo person jabhi bhi koi whatasapp status dalega to aapko uska status nahi dikhega.

    • aapne whatsapp par read receipts hide kar rakhi hogi issliye status views show nahi kar rahe hai read receipts ko enable kardo fir status views show karne lagege.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here