Youtube Channel Verify Kaise Kare 2 Minutes Me Step By Step Jane

7
youtube channel ko verify kaise kare full detail in hindi

Hii friends Apna Youtube channel verify kaise kare ya apne youtube channel ko verified kaise karaye ye main aaj aapko iss article me batunga. Youtube ke bare sabhi log jante hai yaha par aap apni pasand ka koi bhi video dekh sakte hai

jaise koi bollywood movie, hollywood movie, tv show, cartoon show etc┬а isski sabse acchi baat ye hai yaha par aap apna kudh ka video banakar bhi upload kar sakte hai.

youtube video dekhne ke popular sites mese ek hai. google ke baad sabse jayeda search isspar hi ki jati hai. youtube par aapko sabhi category jaise funny, interesting, games, song etc sabhi tarah ki videos mil jate hai.

jaisa ki aap sabhi log jante hi honge ki bhut se log article read karne se accha video dekhna jayeda pasand karte hai kyoki video me unhe acche se smajh aa jata hai. aur jaisa ki maine bataya ki yaha par aapko sabhi topic se related video mil jate hai.

agar aapka bhi koiyoutube channel hai aur usko verify karana chaahte hai yani usme verified badge add karna chahte hai to yaha par me issi ke bare me batane wala hu.

Youtube Channel Verify Karane Ke Fayde –

Contents

Frirnds jab bhi aap ┬аyoutube channel me apna koi video upload karte hai to us video me jo photo yani thumbnail dikhta hai vo video ke starting┬а ka yani 1 se 3 sec tak ka image rahta hai

matlab ki vo thumbnail video ke aage ke 1 se 3 sec mese choose karna hota hai lekin aapne bhut se Channel par dekha hoga ki video se pahle uski thumbnail (photo) kuch or hoti hai or video me kuch or hi hota hai. Ye custom (thumbnail) hota hai.

Matlab agar aap koi essa video upload karte hai jisme koi image nahi hai lekin aap us ┬аthumbnail me┬а image dikhana chahate hai to aapko apna youtube Channel verify ┬аkarana hota hai. Jisse aap apne apne videos me custom thumbnail add kar sakte hai. issi tarah agar aap apne channel par verified badge add karna chahte hai to uske liye bhi aapka youtube channel verify hona jaruri hai.

Apne Youtube Account ko verified kaise banate hai

Jaisa ki friends maine aapko bataya ki Youtube channel verify karane issliye jaruri kyoki isse hum apne video me custom thumbnail add kar sakte hai or sath hi isse humare Channel ke aage verified blue mark dikhne lagta hai jisse verified badge bhi bolte hai.

Youtube Channel Verify Kaise Kare 2 Minutes Me

  • Sabse pahle apne youtube account me apna gmail and pass dalkar sign in kare.

youtube channel verify

  • Ab aapko yaha right side me apna photo wala icon dikhega uspar click karde yaha aapko apne sabhi Chennal dikh┬а jayege jis Chennal ko verify karana chahate hai uspar click karde.

tap-on-my-channel

  • Ab aapko left side me my chnenal par click karna hai.

tap-on-setting-icon

  • Aapko yaha apna Chenal dikh jayega yaha aap setting icon par click karde.

youtube channel verify kaise kare

  • Setting icon par click karne ke baad advanced setting par click kare.

tap-on-status-and-feature

  • Ab aapko yaha left side me status and feature par click karna hai.

click-on-blue-verify-button

  • Ab aapko yaha apne youtube Channel ke niche verify ka button dikhega uspar click karde.

select-country-and-verification-method

  1. ┬аYaha apni country select kare agar india se hai to india select kare.
  2. Yaha verification method select kare agar aap call ke dwara verification karana chahate hai to 1st method select and agar aap message dwara otp code dwara verification karana chahate hai to 2nd method select kare
  • Ab yaha aapko apna number dalna hai aapka jo bhi 10 digit ka number vo pahle 0 lagakar dalna hai jaise 0xxxxxxxxxx in x ki jagah apna 10 digit ┬аnumber dalna hai. ┬а

enter-verfication-code-and-submit

  • Fir aapne jo number dala tha uspar ek verification code aayega vo iss box me dale or submit par click karde.

congrats-your-account-is-verified-message

  • Ab aap dekhege ki aapko your yourube account is verified ka message dikhega.

your-youtube-channel-is-verifiedAb aap apne Channel ko dekh sakte hai aapka┬аYoutube Channel verify ho chuka hai.

Ye youtube Channel verification ki post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or aapko iss post ya other post se related koi question hai to vo bhi bataye..

7 COMMENTS

    • thanks nitesh bro aapko ye post accha laga acchi baat and aapke liye ek suggesion hai ki plz aap website wale option me apna website ka link hi dale kyoki aap humesa website wale option me post link yani permalink share karte hai isse aapko koi fayda nahi hoga balki ulta nukhsan hi hai kyoki agar aap jayda site par apni kisi post ka link share karege to google us link ko no-follow samajhkar search se blocked kar dega i hope you understand …

  1. рдореЗрд░реЗ рдХреЛ рдпреЗ рдЬрд╛рдирдХрд╛рд░реА рдЪрд╛рд╣рд┐рдП рдХрд┐ рдПрдХ рд╣реА edsense рдПрдХрд╛рдЙрдВрдЯ рд╕реЗ рджреЛ рдЪреИрдирд▓ рдХреИрд╕реЗ рд╡реЗрд░реАрдлрд╛рдИ рдХрд░реЗ ред
    рдореЗрд░реЗ рджреЛ рдЪреИрдирд▓ рд╣реИ рдЬрд┐рд╕рдореЗ рджреБрд╕рд╛рд░реЗ рдореЗрдВ рдПрдбреНрд░реЗрд╕ рдПрдХ рдЬреИрд╕рд╛ рдЖ рд░рд╣рд╛ рд╣реИ рддреЛ рдХреИрд╕реЗ рдХрд░реЗ
    Pls рдореБрдЭреЗ рдИрдореЗрд▓ id рдкрд░ рдмрддрд╛рдиреЗ рдХрд╛ рдХрд╕реНрдЯ рдХрд░реЗредред

    • Ek adsense se aap apne sabhi youtube channel ko monetize kar sakte ho. aap apne dusre youtube channel ko adsense se connect karna chahate hai to us channel ke monetize option me jakar kar sakte ho.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here