Computer Game Download कैसे करे ? PC Games Download करने की Site

6
computer game download kaise kare pc game download site

Computer Game Download Kaise Kare Ya PC Me Game Kaise Download Karte Hai Free PC Game Download Karne Ki Top 5 Website Dosto aaj me aapko gaming site ke bare me batane wala hu jaha se aap asani se free me Computer game download kar sakte hai kabhi kabhi aisa hota hai. Kabhi kabhi hum computer ya laptop me games find nahi kar pate kyoki hume game ka name pata nahi hota and game mil bhi gaya par full version nahi milta matlab ki pura nahi milta trial version me milta hai

jisme bhut kam features hote hai and bhut baar essa hota hai ki jo game hume acche lagte hai vo paid hote hai matlab unko download karne ke liye paise dene hote hai agar hum paise nahi dete to hum unhe download kar bhi lete hai fir bhi use nahi kar pate. But agar aapko bhi essi hi problem thi to aaj iss article me aapko aapki problem ka solution mil jayega. Kyoki aaj me 1 ya 2 nahi balki 5 essi website ke bare me batane wala hu jaha se aap asani se apni pasand ka koi bhi computer game download kar sakte hai. Issliye puri post read kare.

jab koi new user jisse internet ke bare me jayda pata nahi hai vo PC games find karta hai to uske liye pc games ko dhundna bahut hard ho jata hai kyoki mobile me to hum bhut easily Google play store se kisi bhi game ko search karke download aur install kar lete hai  matlab ki mobile me games download karna bahut simple hai but PC me game download karna hard to nahi hai but thoda difficult jarur hai.

Kyoki essi bhut si site hai jaha par hume only esse games hi milte hai  jinhe hum keyboard se play kar skate hai but bhut se log joystick ka use karke game play karna chhate hai or iske liye unhe full version game ki jarurat hoti hai aap bhi agar esse hi games find karna chahate hai jinhe aap joystick se control kar sake jaise gta vice city gta 5 san andreas etc

to vo aap easily internet se download nahi kar sakte kyoki ye paid hote hai issliye inko aapko buy karna hota hai or isske liye aapko paise dene hote hai but aaj me aapko essi 5 websites ke bare me batane wala hu jaha se aap free me full version computer game download kar sakte hai.

Free Me PC Games Download Kaise Kare Top 5 Website

Contents

Dosto android Phone me hume play store milta hai waha se hum easily games ko download kar sakte hai and PC me play store nahi milta but windows 8 or uske upper wale version jaise windows 8.1 10 me Microsoft store rahta hai jaha se easily hum apps and games download kar sakte hai but bhut se logo ke pc ya laptop me windows 7 and windows xp rahti hai

issliye vo Microsoft store ka use nahi kar pate and jin logo ke laptop me windows 8.1 ya 10 hai unmese bhut se logo ko Microsoft store ke bare me pata nahi hota ki Microsoft store kya hai aur Microsoft par account kaise banaye or vo usse use bhi nahi kar pate hai and agar aap Microsoft store se bhi games download karte hai to vo aap only keyboard se play kar sakte hai but jaisa ki maine bataya ki sabhi logo ko keyboard ke alawa joystick se game play karna jayeda accha lagta hai.

Computer Game Download Karne Ki Top 5 Best Websites 2018

Bina website ke hum koi game full version me download nahi kar sakte to ab me aapko 5 useful site batunga jaha se Aap koi bhi full version pc games free me laptop me download kar sakte hai.

1. MyRealGames

myrealgames

Ye pc game download karne ki popular sites me se ek hai yaha par aapko sabhi tarah ke games jaise arcade action hidden object etc sabhi types ke games mil jate hai. Iss site se aap easily apni pasand ka koi bhi game find kar sakte hai aur use easily download bhi kar sakte hai yaha par aapko 3d and racing games jaise ball pool car racing etc bhi milte hai iss site par direct jane ke liye niche go to the myrealgames  par click kare.

Go To MyRealGames Site

2. GameTop

gametop

Ye sabse popular site hai yaha par apko sare games mil jaynge matlb is website se achi website koi nahi hai iski tarif jitni bhi ki jaye utna kam hai yaha apko free game milenge aur sare game full version ke hai yaha se aap hidden object puzzle racing, arcade etc category ke games download kar sakte hai. And gametop site par aapko only pc games hi milte hai balki aap yaha par android phone and mac ke liye games bhi available hai.

Go To Gametop Site

3. My Play City

myplaycity

apko iska name sunte hi pata chal gaya hoga ki bacho k game wali site h agar apko ya apke gar me Jo bi bacha h usko game kahle ka shok hai matlb ki cartoon game ka shok hai to apke liye ye website bahut achi rahegi aur Aap is me free game download kar sakte isme bahut ache game hai.

Go To Myplaycity Site

4. OceanOfGames

oceanofgames

Friends abhi tak maine aapko jo sites batai waha par aapko only keyboard se khele jane wale games hi milege but ye jo sites hai jiske name se hi pata chal raha hai ki yaha par aapko full version me game milege and ye sahi bhi hai Is site se aap full version apni pasand ke koi bhi games jaise action racing hidden object arcade adventure fighting, strategy, war, shooting , puzzle, survival etc download kar sakte hai or unko aap joystick ( Remote ) se bhi play kar sakte hai.

And ye website bahut achi hai isme apko har tarah ke games milenge aur apko ye website bahut pasand ayygi aur isme ek khaysat aur bhi hai isme apko har game ka review milega matlb ki comment fir to apko pata chal jayga konsi game best h aur konsa nahi to apke liye ye wali website best rahegi.

Go To OceanofGames Site

5. The PC Games

thepcgames

Iss site par bhi aapko sabhi fully version pc games mil jayege yaha se aap gta 5, grand theft auto sanandreas mortal combat 5, transformer, the amazing spider man, hitman 2, marvel vs captain infinite, pro evolution soccer 2018 plant vs zombie garden warfare 2, tekkan 6 jaise high quality games free me download kar sakte hai.

Tagsfree pc games download websites list 2018 , pc games free me kaise download kare, computer game download karne ki 5 popular sites, laptop me game download kaise kare 

Dosto aap easily in 5 websites mese kisi site se apni pasand ke computer game download kar sakte hai. Free pc games full version me download karne ki ye websites aapko acchi lagi and ye post aapke liye useful raha to isse other friends ke sath social media sites par share jarur kare or essi or computer trick se related post ke liye humari site par visit karte rahe.

6 COMMENTS

  1. बहुत अच्छी और बहुत काम की जानकारी.आप का ये पोस्ट उनके लिए बहुत काम का साबित होगा जो इन्टरनेट की दुनिया में गेम खोजते रहते हैं.

    best android games 2018

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here