Google Play Store Me No Internet Connection Retry Error Fix Kaise kare

3
google play store no internet connection retry error fix kaise kare

Google play store No internet connection retry problem kaise solve kare, play store me no connection retry error kaise fix kare. Dosto agar aap android user hai to aapko pata hi hoga ki android mobile me aapko bhut si problem aati hai jaise isska hang ya slow ho jana ya usme koi virus aa jana ya koi error aa jana etc.

Aaj me aapkp google play store ke error ke bare me bata raha hu. Aapne dekha hoga ki aapko issme aapko bhut se errors dekhne ko milte hai ussme se hi ek error hai no connection retry error Issme agar aapke mobile ka internet connection on hai yani data enable hai fir bhi aap jab play store use karte hai to no connection retry likha aata hai.

Essa bhut se logo ke sath me hota hai aur jab aapke mobile me data enable hone par bhi no internet connection show karta hai to bhut se log sochne lagte hai ki unka phone kharab ho gaya hai

ya usme koi virus aa gaya hai to essa bilkul bhi nahi hai yaha me aapko kuch reason bata raha hu jinki wajah se aapko google play store me no connection show hota hai.

Play Store No Internet Connection Retry Error Kyu Aata Hai ?

Contents

Isske bhut se reason ho sakte hai jisse aapke phone me ye error aata hai inmese kuch reason aap niche dekh sakte hai.

Agar aap apne mobile me koi proxy ya vpn app ka use kar rahe hai.

Google play ko update na karna.

Apne mobile ki sabhi app ka update avaliable hone par bhi unhe update na karna.

Aapke device ka internet connection slow hona.

Ye kuch reason aap uper dekh sakte hai inki wajah se aapke mobile me no connection retry error aa jata hai.

Google Play Store No Internet Connection Retry Error Ko Kaise Fix Karte Hai┬а

Agar aap bhi janna chahate hai aap ┬аno connection retry error ko kaise thik kare ya solve kare to niche bataye instruction ko follow kar iss error ko fix kar sakte hai.

How to fix no connection retry error in google play store in Hindi

Yaha me aapko 4 method batane wala hu inmese kisi bhi method ka use karke aap iss error ko fix kar sakte hai.

Method 1 Google play store ka data clear kare

  • sabse pahle aap apne mobile ki setting me jaye or apps par click kare
  • ab yaha All ka option dikhega uspar click kare
  • ab aapko yaha aapko play store dikh jayega uspar click kare
  • and ┬аclear data and clear cache par click karde.

Method – 2 play┬аstore account ko logout kare and update ko uninstall karde

agar pahle method ka use karne par abhi bhi aapke google pley store me no connection bata raha hai to aap apne google play store se account ko logout kare isske liye aap niche link par click kar post read kar sakte hai.

ab account logout karne ke baad pley store ke update ko uninstall karde or fir dubara se issme apna email and password enter kar login kare.

Method- 3 Proxy and vpn se related software ko delete kare or google play setting ka data clear kare

agar aapke mobile me aapne koi vpn app ya proxy setting ki hui hai to uss vpn app ko uninstall karde and proxy setting ko remove karde. kyoki ye bhi play store no internet connection error ka karan ho sakte hai and aap google play setting me jakar uska data and cache┬аfile clear karde.

Method- 4 phone ka factory data reset kare

in tino ko follow karne ke baad abhi bhi aapke phone ke play store me no connection retry error aa raha hai to aap iss method ko follow kare isse ye error jarur solve ho jayega.

aap aapko apne┬аphone ka factory data reset karna hoga. phone ko reset karne se pahle usme jo data jaise image video etc hai unka backup jarur lele nahi to fir aapka data recover nahi hoga

aap apne phone ke video image document ka backup sd card me le sakte hai or contact ka backup lene ke liye Contacts Backup app ka use kar kar sakte hai. phone ka factory data reset karne ke liye aap niche link par click kare.

iss tarah friends aap asani se apne google play store no internet connection retry error ko fix kar sakte hai ye post accha lage to isse apne dosto ke sath social networking site par share jarur kare or latest post ki notication apne email par pane ke liye humari site ko subscribe kare.

3 COMMENTS

    • thanks aapko Google play sore no internet connection retry error ko solve karne wali ye post acchi lagi bhut acchi baat hai essi hi post daily read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here