Facebook Photos Ko Kaise Hataye ? Hide & Delete Kare

0

Hii guys agar aap bhi apni facebook photos ko delete karna chahate hai to sahi jagah par hai. Jaisa ki sabhi log jante hi hai ki facebook ek bhut hi popular social networking site hai jiska use karke hum apne friends ke sath connected rah sakte hai.

FB par sabhi log apni photo share karte rahte hai lekin fir kuch wajah se hum apne photos ko facebook se hatana chahate hai.

Sabhi log apni privacy ko lekar concerned rahte hai. Issliye agar aapko bhi lagta hai ki facebook se aapki photo ko koi download karke unka misuse kar sakta hai to unhe hata dena chahaye.

Facebook Se Photo Kaise Delete Kare Tarika Hindi Me

Contents

Facebook ek secure site hai jisme hume bhut se feature milte hai isme hume profile picture guard milta hai jiska istemal karke aap apni FB┬аprofile picture ko protect kar sakte hai aur fir use koi download nahi kar payega.

Lekin iss profile picture guard ka istemaal hum only apni profile picture par hi kar sakte hai. Issi tarah hum apni facebook photos ki privacy bhi set kar sakte hai ki hume apni photos ko sabhi logo ko ya sirf fb friends ko dikhana hai ya kisi ko bhi nahi dikanaa chahate hai to vo bhi select kar sakte hai .

Ab baat aati hai Ki apni facebook┬а photos ko kyo hataye to dosto isske bhut se reason ho sakte hai jaise ki aapko lagta hai ki aapne facebook par jo photos share ki hai vo acchi nahi lag rahi hai ya unpar jayeda likes aur comment nahi aaye hai ya aapko lagta hai ki koi aapki photos ko download karke unke misuse kar lega etc

Yaha par me aapko FB┬аphotos ko delete karne ka jo method batane wala hu uska istemaal karke aap apni photos ko hi nahi balki videos status etc ko bhi delete kar sakte hai aur sabhi step ek jaisi hi hai.

Jaise ki kabhi humse galti se fb┬а par koi post hai aur hum usse hatana chahate hai to aaj ki post me hum issi ke bare me janege.

Facebook Photos Ko Hide Kaise Kare ? Ya Chupaye

Agar aap┬а chahate hai ki koi bhi aapki facebook timeline ki photos ko nahi dekh paye aur┬аvo┬а fb┬аpar hi upload rahe to aap unme privacy bhi laga sakte hai ye bhut hi accha tarika hai jiska istemaal karke aapke photos ko delete kiye bina hi unhe koi bhi nahi dekh payega.

tap-on-your-profile-icon-in-facebook

  • Sabse pahle apne mobile me facebook app me jaye aur fir 3 line ( menu ) par click kare fir yaha par aapko apna profile icon dikhega iss par click karde.

tap-on-see-all-photos-option

Ab yaha par niche scroll kare fir yaha photos wala option hoga isske liye see all photos pe click karde. Ab yaha par bhut se option dikhenege inmese upload wale option par click karde.

Fir yaha par aapko apne dwara facebook oar upload ki sabhi images dikhegi inmese jis bhi photo ko hatana ya hide karna chahate hai uspar click karde.

select-edit-story-privacy-option-in-facebook

  • Now yaha par right side me 3 dot dikhega iss par click karde. Aur fir edit privacy story wale option par click karde.

hide-facebook-photos

  • Ab yaha par who can see your post wala option dikhne lagega fir see more par click karde ab yaha pe only me wala option bhi dikhega isske aage wale box par click karke select karde.

Now only me select karne ke baat ab aapki photos successfully hide ho jayegi aur use aapke alawa aur koi nahi dekh payega.

Facebook Photos Ko Kaise Hataye ?

  • Facebook app me photos me jaye aur fir upload Wale option par click kare aur jis bhi image ko hatana chahate hai uspar click karde

tap-on-delete-photo-option-in-facebook

  • Ab right me 3 dot par click kare aur fir kuch option dikege inmese delete photo wale option par click karde.

tap-on-delete

  • Ab fir aapse ek bar aur confirm karne ke liye bola jayega ki aap such me apni photo ko delete karna chahate hai dubara delete par click karke confirm krde.

Congrats ab aapki photo successfully fb┬аse delete ho jayegi.

Dosto facebook se post, photos,video delete kaise kare wali ye option agar aapke liye useful rahi to isse apne dosto ke sath bhi share kare aur essi or bhi post daily read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here