reCaptcha क्या है ? ReCaptcha को कैसे Solve करते है

5

Hello friends Recaptcha Kya Hai or ReCaptcha Ko Solve Kaise Kare ye main aapko iss post me  batane wala hu. Friends aaj-kal bhut si online sites Register ya sign up ke liye captcha ka use na karte huye recaptcha ka use karti hai. Agar aapko nahi pata ki captcha kya hai to iske bare me maine already post ki hui hai jise yaha se read kar sakte hai.

Recaptcha Kya Hai ? What Is ReCaptcha In Hindi

Contents

Internet par bhut si online sites jaise data entry sites etc Registration me Recaptcha ka use karti hai Ye ek image (Photo)  hoti hai jissme 9 choti-choti images  hoti hai. Or isske uper ek order likha hota hai. Jisme bataya jata hai ki kis image ko select karna hai.
Jab bhi aap secure online earning site par jate hai to aap usme register ya sign up karte hai to aapko usme ek form fill karna hota hai jisme aapko full name, email, username, password or last me ek captcha box dikhta hai

uspar click (tick)  karna hota hai jisse recaptcha open ho jata hai. Agar aap nahi jante ki ye kaisa dikhta hai to niche image dekhe.

recaptcha image

ReCaptcha Ko Kaise Solve Kare ? How To Solve ReCaptcha In Hindi

Yaha main aapko 2 method batane wala jinme se kisi bhi 1 method ka use karke aap isko asani se solve kar sakte hai.

Method- 1

  • Sabse pahle aap uss site par jaye jaha reCaptcha ho.

box-par-click-kare

  • aapko ek box dikhega us box par click kare.

kuch-second-loding-hogi

  • Box par click karne ke baad kuch second  thodhi  loading hogi

aapke-samne-iss-tarah-ki-photo-dikhegi

  • Ab aapke same ek image show hogi jisse 9 choti choti images hongi or  jisme uper ek order(adesh) likha hoga. Iss order me aapko kuch image select karne ke liye kaha jayga.

sabhi-soup-ki-image-select-kare-or-verify-par-click-kare

  • jaise uper likha ho sakta hai ‘ select all the image with soup’ ab aapko in 9 images me se “soup”ki  jitni photo hai select karna hai or verify par click karna hai.
 ISS TARAH  CAPTCHA SOLVE HO JAYGA

Method-2

Agar aap pahle method ka use karna nahi chahate ya aapka internet connection slow hai, ya aapke browser ki speed slow hai to aap method ka use kar sakte hai,

iss method ka use karne ke liye niche bataye instruction ko follow kare-

box-par-click-kare

  • Sabse pahle captcha box par click kare.

Headphone-wali-icon-par-click

  • Ab reCaptcha me aapko headphone wali icon par click karna hai niche image follow kare

Ab aapko kuch number sunai denge vo aapko box me dalna hai or verify par click karna hai. iss tarah aap asani se isse solve kar sakte hai.

Friends Agar aapko ye post accha laga to comment karke jarur bataye or post share karna na bhule.

5 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here