WhatsApp Video Streaming Se Bina Download Kiye Video Kaise Dekhe

0
Whatsapp-video-streaming-feature-launch-bina-download-ke-dekhe-whatsapp-videos-allhindihelp

Hii friends whatsapp video streaming feature launch ho gaya hai jiska use karke aap ab whatsapp videos ko bina downlaod kiye bhi dekh sakege. jasisa ki aapko pata hi hoga ki whatsapp ek bhut hi popular social messaging app hai.

jise millions se billions log use karte hai. vaise to aur bhi bhut si messaging app internet par available hai lekin unmese jayedor ye apne app ko update karti rahti hai

isse pahle isne apna video calling ka feature launch kiya┬а isski post maine apni site par already ki hui hai agar aapne vo post nahi padhi hai to use whatsapp category me jakar read kar sakte hai.

Jab whastapp par aapke friends aapko video send karte hai to aap use download karne ke baad hi dekh sakte hai lekin agar aap kisi video ko download nahi karna chahate hai or direct dekhna chahate hai to aapke liye good news hai

whatsapp ne video streaming ka feature launch kar diya hai jiske dwara ab aap whatsapp videos ko bina download kiye bhi play kar sakte ahi ya dekh sakte hai

issme aapko play button diya hai jispar click karke aap asani se kisi bhi video ko bina downlaod kiye dekh sakege.

Ye feature animated gif ko bhi support karta hai. pahle aapko agar aapka friend ya koi bhi whatsapp par video send karta tha to use dekhne ke liye aapko use download karna hota tha. issme aapka data balance to spend hota hi tha.

aur agar video repeat hoti thi to isse aapka data balance waste ho jata tha lekin ab aap video downlaod karne se pahle se hi use dekh sakte hai isse agar vo pahle se aapke mobile me hai to use cancel bhi kar sakte hai. isse aapka data balance bhi kam spend hoga aur aapka time bhi bachega.

ye ek bhut hi kamal ka feature hai jiske bare me jayedatar log nahi jante hai. agar aap iss whatsapp ke iss feature ke bare me janna chahate hai to puri post read kare.

WhatsApp Video Streaming – WhtasApp Par Bina Download Kiye Video Kaise Dekhe

Isske dwara aap whatsapp videos ko bina downlaod kiye youtube ki tarah play kar sakte hai iss features ke bhut se fayde hai issse aapki mobile storage bhi free rahti hai

or agar aapko koi duplicate ya double ek jaise video send kar deta hai to aap unhe play karke dekh sakte hai iss tarah aapka data balance bhi jayda use nahi hota hai.

Whatsapp video streaming feature ka use karne ke liye niche bataye instruction ko follow kare.

  • sabse pahle apne mobile me whatsapp messenger ko open kare agar aapne use update nahi kiya hai to pahle use google play store se update karle.
  • fir apne friend ya kisi bhi group me jaye jiske video ko seen karna chahate hai aur fir video ke beech me aapko play icon dikhega uspar click karde.

Important– whatsapp video streaming ┬аko use karne ke liye sabse pahle apne whatsapp messenger ko update kare kyoki bina update ke aap video streaming ┬аfeature or animated gif ka labh nahi utha sakte.

Friends agar aapko ye post accha lage to isse apne friends ke sath social networking site par jarur share kare or aapko iss post me kuch samaz na aaya ho to commnet karke jarur bataye or essi or bhi post read karne ke liye abhi iss site ko subscribe kare or latest post update ki information apne email par received kare .’

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here