Kisi bhi Web Hosting Ke Cpanel Ko Android App Se Control Kaise Kare

7
kisi bhi web hosting ke cpanel ko android app se control kaise kare

Hii friends kisi bhi web hosting ke cpanel ko android app se kaise control kare, web hosting cpanel ko android app se kaise control kare ye main aapko iss post batunga. Dosto agar aap blogger hai aur wordpress platform ka use kar rahe hai to aapne hosting to jarur buy ki hogi kyoki bina hosting ke aap wordpress install hi nahi kar sakte hai.

kyoki ye ek software rahta hai jiska use karne ke liye aapko web hosting ki jarurat hoti hai Issliye aap hostgator, bluehost, dream host, godaddy etc kisi bhi hosting provider ka use kar hi rahe honge.

Bhut se log mobile se blogging karte hai and unke pass apna phone hota hai lekin computer nahi hota agar aap bhi mobile se blogging karte hai or wordpress user hai to ye post aapke liye bhut helpful hogi.

kyoki mobile se wordpress site ko manage karne ke bare me hi aap iss article me janege. vaise to mobile blogger ko bhut si apps jaise wps office, microsoft office, chrome browser etc ki jarurat hoti hai

lekin kabhi kabhi kuch changes jaise theme upload karna, plugin install karna etc ke liye web hosting ke cpanel me bhi login karna hota hai.

lekin jaisa ki aapko pata hoga ki agar hum kisi bhi browser me apne web hosting cpanel ko open karte hai to vo sahi se show nahi karta hai or usme kuch changes  karna bhi difficult hota hai to aapki issi problem ka solution iss post me mil jayega.

Web Hosting Cpanel Ko Android App Se Control & Use Kyo Kare ?

Contents

WordPress ek software hai ye aap jante hi honge jo hosting par install kiya jata hai and mostly cpanel dwara wordpress install kiya jata hai. Issliye aapki site ka control panal hota hai

and aap apni site me jo theme install karte hai plugin ka use karte hai vo sabhi Cpanel me file manager me save rahta hai issliye aapko jab apni site me koi problem aati hai to aapko cpanel ka use karna padta hai.

Agar aap direct apne phone ke browser me isska use karte hai to ye ussme file edit ya upload karna difficult rahata hai. Issliye aapko mobile phone se apne web hosting ke cpanel ka istemall karne ke liye aapko android app ka use karna padta hai.

Kisi bhi Web Hosting ke Cpanel ko Android App se Control kaise kare ? In Hindi

  • Sabse pahle aapko ek app download karna hoga. Jise aap yaha se download kar sakte hai.

Download C-panal app

  • Ab iss app ko install karne ke baad open kare. Yaha aapko kuch option ko fill karna hai.

enter=domain-name-port-and-username-and-password-connect

  1. Yaha apni site ka url dale yani apna domain name dale. Ex- www.allhindihelp.com
  1. Port me aapko 2083 dalna hai.
  1. Username and password me aapko apne cpanel ke username and password dalna hai.
  1. Sabhi detail sahi se fill karne ke baad connect par click karde.

Ab aap apne cpanel me login ho jayege or usme  file upload  and edit kar sakte hai and error file ko fix bhi kar sakte hai.

Conclusion 

iss control panel app me aapko bhut se feature  jaise Phone and tablet (Honeycomb) optimized interfaces, fully Working File Editor, Password protect directories, Detailed Server Lists, Auto Responders, Forwarders, View Created Backups, Add Cron Jobs, MySQL Databases, Subdomains, redirects and parked domains etc milte hai. jinka use karke aap easily web hosting cpanel ko mobile se manage kar sakte hai.

Iss tarah friends aap asani se apni  kisi bhi hosting godaddy hostgator bluehost dream host hostinger etc ke cpanel ko apne Android mobile ke app se control ya use kar sakte hai.

I hope friends aapko ye post accha laga isse apne dosto ke sath social media par jarur share kare or aapko iss article me kuch samjh na aaya ho comment karke jarur bataye or essi or bhi post read karne ke liye abhi humari site allhindihelp ko subscribe kare or latest post ki info apne email par paye.

7 COMMENTS

    • thanks harpeet bro main jaldi jaldi me post me app ka link add karna bhul gaya tha and aapke comment ke liye ek bar fir thanks ab maine post update kardi hai jisse aap asani se cpanel app ka use karte hai and essi or bhi post read karne ke liye keep visit allhindihelp.com

  1. рдХреНрдпрд╛ рдЗрд╕ рдПрдкреНрд▓реАрдХреЗрд╢рди рд╕реЗ рд╕реА рдкреИрдирд▓ рдХреЛ рдкреВрд░реА рддрд░рд╣ рд╕реЗ рдХрдВрдЯреНрд░реЛрд▓ рдХрд░ рд╕рдХрддреЗ рд╣реЗ
    рдФрд░ рдПрдХ рдмрд╛рдд рджреЛрд╕реНрдд рдЖрдкрдХреЗ рдХрдореЗрдВрдЯ рдмреЙрдХреНрд╕ рдореЗрдВ рд▓рд┐рдЦрдиреЗ рдореЗрдВ рдкрд░реЗрд╢рд╛рдиреА рдЖ рд░рд╣реА рд╣реИ рдЖрдк рдПрдХ рдмрд╛рд░ рдЙрд╕рдХреА рдЬрд╛рдВрдЪ рдХрд░ рд▓реЗ

    • 1. yes aap kisi bhi file ko upload and edit and plugin or theme ke error ko aap iss app se fix kar sakte hai lekin agar java script and php me sql script add karna ya or jayda badi problem me ye app work nahi karega issliye aapko fir deskytop me ho cpanel use karna hoga..
      2. Rusheek bro aapko comment karne me kya problem rahi hai and aap konse browser ka use kar rahe hai please bataye..

  2. Bahut bahut thanks sir aapka mujhe iski bahut hi jyada jarurat thi sir mere blog ko dekhkar koi tips bataye ki mei kaise apne website ka traffic badhau

    • website ka traffic increase karne ke liye aap apni site ko search console me add kare and sitemap submit kare isske bare me maine already bataya hua hai Aur apni posts ko social media sites par share kare.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here