Facebook ID Verification Trick 2018 –  Verify Facebook Account Blue Badge

21
facebook id verification verify facebook account working trick 2018

Hii friends Facebook ID Verify Kaise Kare, How To Verify Facebook Account In Hindi ye main aaj aapko iss article me batane wala hu. Friends agar aap fb user hai  or apni id ko verify karana chahate hai to ussi ke bare me aaj main aapko batana wala hu jaisa ko dosto aapko pata hoga. ki agar aapki FB id blocked ya disable ho jati hai to usse verify karana hona hota hai lekin bhut se log esse bhi hote hai jo jan mujhkar verify facebook account karana chahate hai.

Facebook Account Verified Kyo Karaye Sabhi Log Facebook ID Verify Kyo Karate hai ?

Contents

1. Agar aapki fb par kisi se dusmani ho jati hai to vo aapki id ki report karke aapka account disable kara sakta hai issliye bhi aapki id verified hona jaruri hai jisse koi kitni bhi report karle aapka facebook account disable nahi hoga.

2. Fb par bhut se log fake id ka use karte hai issliye FB team inko rokne ka pura prayas karti hai or agar koi aapki id ko report karta hAI to fb ko lagta hai ki aap fake person ho issliye aapka account disable kar diya jata hai.

3. Aaj kal koi essa nahi hai jisski kisi se ladai na hui ho. ab vo ladai offline ho ya online koi bhi ho sakti hai. Bhut baar essa hota hai ki aap kisi ki post par essi comment kar dete hai jo dusre logo ko acchi nahi lagti fir kya vo aapse online ladai karne lagte hai galat word ka use karne lagte hai etc.

4. Agar aapne facebook par 5-10 logo ki id ki report kardi hai to bhi aapki id disable ho sakti hai kyoki fb team ko lagega ki aap apni personal dusmani nikal rahe hai sabhi ko block karke.

Ye the kuch reason jinki wajah se aapko apna verify facebook account kara lena chahaiye.

Facebook Account Verified Kaise Kare Using PC

Yaha main aapko apni fb account verified karane ka jo tarika batane wala hu vo computer user ke liye hai agar aap mobile user hai or apni ID verified karana chahate hai to isske bare me main pahle hi apni ek post me bata chuka jisse aap niche link par click karke read kar sakte hai.

Facebook ID Verification Trick 2018 

  • Sabse pahle aapko apne account ko verify karane se pahle usse blocked ya disable karana hoga. Isske liye niche diya code copy kare.

  • Iss code ko ab kahi bhi kisi ki bhi post par comment karde aapki id disable ho jayegi.

enter-code-and-post

  • agar aapka account disable nahi hota hai to aap 4-5  FB group me niche diya link code copy karke paste karde

enter-captcha-code-and-submit

  • code post karne ke baad ek warning message dikhega jisme aapko captcha enter karne ke liye bola jayega usbox me captcha dale or submit par click karde. captcha ke bare me jayda jankari ke liye aap yaha click karke post read kar sakte hai
  • Ab jab aapka account blocked ho jaye tab aapko verify facebook account wale page par jana hoga jisspar direct aap niche go to fb identify par click kare.

Go To FB identify

  • aap yaha par aapko ek form dikhega jisko fill karne ke liye niche bataye instruction ko follow kare-

enter-your-name-surname-dob

1. First name- issme apna naam dale

2. Surname – issme apna last name dale

3. Email or phone – agar aapne ID banate time apna email use kiya tha to yaha email enter kare or agar aapne mobile number use kiya tha to yaha apna mobile number dale.

4.date of birth – apni date of birth ki year enter kare.

5. choose file – yaha aapko apna id card ka proof dalna hai yaha par aap aadhar card, voter id card, driving licence etc kisi bhi id card ka photo dal sakte hai. apni original document kare aap aadhar card ya voter id card ka use kar rahe hai to uska name and photo aapke facebook account ke name and photo se match hona jaruri hai.

6. Additional info- issme agar aap apne bare me kuch or jankari dena chhate hai to yaha par likh sakte hai nahi to fir aap issko by default bhi rahne de sakte hai matlab iss box me kuch bhi na likhe.

7. send – sabhi option sahi se fill karne ke baad send par click karde.

  • ab aapke same ek new window open jissme likho hoga ki aapne verify facebook account karane ki request send kardi hai.
  • ab jab fb team ko aapki request mil jayegi to aapki id verify kardi jayegi issme 4-8 hours tak lag sakte hai. aapko isski notification apne email par mil jayegi agar aapne mobile number use kiya tha to mobile par notification mil jayegi.

  • aapki fb id successfully verified ho jane ke baad aapko iss tarah ka massage milega jaisa ki aap uper screenshot me dekh sakte hai ab aap apni FB id me login kare or aapne aapka dob birth pucha jayega apna sahi sahi dob(date of birth) enter kare. fir aapki id open ho jayegi.

Facebook Account Par Verified Blue Badge Kaise Lagaye ?

Jaisa ki Friends aapne dekha hoga ki bhut se logo ke FB account par blue tick laga rahta hai ye blue verification badge rahta hai jo only verified account ke liye diya jata hai.

Ab bhut se logo ke man me ye question aata hai ki hum apne account par blue tick laga sakte hai ya Facebook Profile Par Blue Verification Badge Kaise Lagaye to aapke man me bhi yahi question hai to isska answer hai yes ye possible hai

lekin ye itna easy nahi hai but jayeda difficult bhi nahi hai. Maine apni ek post me facebook page par blue tick kaise add kare isske bare me bataya hai jo tarika page par badge add karne ka hai wahi method Profile par badge add karne ka hai yani dono method same hai.

How to Verify Facebook Account With Blue Badge Working Method 2018

Facebook blue verification badge only eligible brands, media, organisation, public figure etc ko diya jata hai. Agar aap blue verification badge ki request karna chahate hai hai to aapki profile me ye 5 chije complete hona jaruri hai.

  1. Cover photo – aapke facebook profile me cover photo add hona jaruri hai.
  2. Profile photo – aapke account me profile photo bhi add honi chahaiye.
  3. Name – aapke account ka name facebook guidelines ko follow karne wala hona chahaiye.
  4. Content posted to the account – apne facebook id par kuch post hona jaruri hai.
  5. Follow – facebook id me follow option enabled hon chahaiye jiske nare me maine already apne article me bataya hai.

Ab aapke account me ye 5 chije complete hai to aap apne account ko verify karane yani blue badge add karne ke liye ready hai.

Facebook Profile Me Blue Tick Kaise Lagaye ? Verify Facebook Account

  • Apne facebook account me login kare fir aapko blue verification badge ke liye request karana hai jispar direct yaha se ja sakte hai.

Facebook Blue Badge Form

facebook-blue-verification-badge-form

  • yaha par aapko apni profile par blue verification badge add karne ke liye faacebook ki kon konsi terms and condition ko follow karna hoga ye bataya jayega. yaha par aapko ek paragraph me”you can submit a request by filling our this form” ye likha dikhega yaha par this form par click kare. fir aapko blue verification badge request karne ka page dikh jayega jise fill karne ke liye niche bataye steps ko follow kare.

select-profile-in-verification-type

  1. Yaha par aapko verification type me profile select karna hai.

2. fir yaha par aapse profile link enter karne ke liye bola jayega apna facebook profile link yaha par dale. profile link pata karne ke liye apne FB account me login kare fir apni profile me jaye waha se aap profile link copy kar sakte hai.

3.Choose file option par click karke apna driving licence ya passport ka photo upload kare ya yaha par other government document jispar aapka name date of birth aur photo hai vo bhi yaha par upload kar sakte hai example aadhar Card , voter id

4.Additional information me aapko ye batana hai ki aap apne account me blue badge kyo lagana chahate hai.

5.Send – Sabhi option sahi se fill karne ke baad send opption par click karde.

Now friends ab kuch time yani 24 se 48 hours and maximum 7 days tak wait kare aapko facebook ki tarah message mil jayega ki aapki id par blue badge add hua hai ya nahi.

iss tarah friends aap asani se Verify Facebook Account bana sakte issi ke sath usme blue badge bhi add ho jayega. Facebook Account Verify Kaise Kiya Jata Hai, aapko Facebook ID Par Blue Tick Kaise Lagega wali ye post accha lage to apne dosto ke sath social media site par share jarur kare or iss post me kuch samajh na aaya hai issi kisi step ko follow karne me problem ho rahi hai to comment karke jarur bataye.

21 COMMENTS

    • aap apna email id sahi se use kare. or aap vohi email use kare jisse aapne facebook account banaya hai isse aap aasani se apni facebook id verify kara sakte hai

    • dusra tarika maine bataya hai isske liye aapko fake id card banana hoga jiski post maine aleady ki hui hai usse aap facebook category me jakar read kar sakte hai.

  1. Meri id kese na block kr de hai bikul kol nai rahe please madad karo ye link deta
    Your account has been disabled for pretending to be someone else, which goes against the Facebook Community Standards.
    If you think that we’ve made a mistake, please let us know.

    • aapki facebook id disable ho chuki hai jissko unblcoked karne ke liye aap humari category se related post kar sakti hai waha par facebook disable id ko unblocked kaise kare wali post bhi hai.

  2. yaar main aone disabled account ka email address bhoul gaya hun wo kaise dekh plz help kar do plz reply me buhat pareshan hun apne account k liye mera personal account tha. plz reply me

    • apne us account ko dusri fb id se search karo and fir us account ki profile me jakar dekh sakte ho agar email public hoga to dikh jayega and only me hai to nahi dikhega.

    • sabse pahle facebook account me login kare fir aapko setting me jana hai and fir waha notification me jaye notification me jane ke baad on facebook ke aage edit par click kare fir waha aapko live video ka option dikhega jo on hoga usse all off karde.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here