Wallpaper Image Ko Bina Crop Kiye Kahi Bhi Kaise Use Kare in hindi

5
wallpaper image crop kiye bina kaise use kare

Hello friends, Agar aap wallpaper image crop nahi karna chayte hai but aapko majboori me crop karna padhata hai jisse apka wallpaper thik se nahi lagta matalb fit nahi lagta hai to aap bina crop kiye wallpaper image ko set karna chayte hai ya fir use karna chayte hai to aaj hum apko is post me batane wale hai kaise aap Wallpaper image ko bina crop kiye kahi bhi use kaise kare.

waise apko pata hi hoga aaj kal jitne bi application hai usme adhik tar me wallpaper crop karke lagte hai.  jisse apka wallpaper crop hokar ache ni lagte hai and aap apne android phone ki home screen me bhi jo wallpaper image use karte hai vo bhi  4-5 hisso me divide me ho jati hai.

and facebook profile cover and whatsapp profile cover, twitter aur youtube channel banner etc bhut si jagah par jab aap image ya wallpaper use karte hai to vo fit nahi hota hai yani wallpaper ek sath pura nahi dikhta hai. agar aapki bhi yahi problem hai to iss post ko padhkar solve ho jayegi.

Wallpaper Image Ko Bina Crop Kiye Kahi Bhi Use Kaise Kare

  • Sabse pahle aap play store me jaye aur waha par search kare #squaredroid aur fir usko download kare aap niche diye hue link se bi download kar sakte hai

Downloaddownload-and-install-square-droid-app

  • Dwnload hone ke bad apko open karna hai aur apke samne four option ayga

1) Pick a photo
2) Take a photo
3) Instragram hastag
4) Tall a friends

Note :- 3 and 4 option sabke phone me same ni rahte hai matlab iski jagah kuch bi aata rahta hai

take-a-photo

  • agar apko photo khich ke yani capture karke use karna chhaate hai to aap 2nd option take a photo par click kar sakte hai ab aapke mobile me  jitne bhi camera ke apps honge WO apke samne aajaynge ab apko jis camera se pick leni hai to aap WO camera choice kare or photo capture kare.

tap-on-pick-photo

  • and Agar apko image gallery matlab file manager me se use karna hai yani aap essi photo use karna chahate hai jo pahle se aapke mobile me ho apko first option choice karna hoga hai and waha par apke jitne bi phone me image hai apko samne aa jayngi unmse koi bhi choose kar sakte hai.

tap-on-arrow

  • ab aap jaise image choose karege vo squaredroid me open ho jayegi yaha se aap uska background change kar sakte hai use rotate crop kar sakte hai lekin aap apni photo me agar koi bhi changes nahi karna chahate hai and aap sirf itna chahate hai aap apni image ko bina crop kiye kahi bhi use kar sake to aapka uper screenshot me arrow dikh raha hai waha par click karde.

tap-on-save

  • ab aapka wallpaper fit ho chuka hai. ab save par click karde.

tap-on-save-photo

  • ab aapke samne ek new window open hogi yaha save photo par click karde.

ab aapki photo ko aap bina crop kiye bina hi kahi bhi use kar sakte hai 

aapko aap wallpaper ko bina crop kiye kahi bhi use karne ka trick video dekhkar samajhna chahate hai to niche video dekh sakte hai.

without crop wallpaper ko kahi par bhi use karne ki ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or isse social media par apne dosto ke sath share jarur kare.

5 COMMENTS

    • aapne iss post me bataye instruction ko sahi se follow nahi kiya hoga and agar kiya hai to square droid se jo wallaper crop kiya hai vo gallery me save hua hoga usse use kare zoom nahi hoga.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here