Facebook Account Single Name Kaise Set Kare, Facebook Par Single Name Set Kaise Kare, Facebook Account Name Single Kaise Kare Facebook Par Last Name Hide Kaise Kare Ya Chupaye. Friends agar aap fb user hai Aur apne account ka name single karna chahate hai to aap sahi jagah hai yaha me aapko issi ke bare me hi batane wala hu.
Single name set karna matlab last name ko hide karna ya chupana ek hi baat baat hai. Bhut se log FB par apna short Aur simple rakhne ki sochte hai but essa nahi kar pate kyoki fb me last naam likhna compulsory hai. To bhut se log sochte hai kya koi tarika hai jisse hum apne facebook naam ko single kar sake to yes ye possible hai aap facebook account single name set kar sakte hai.
- Mobile Se Pata Kare Aapki Facebook Profile Daily Kon Kon Dekhta Hai
- 2 Minute Me Facebook Par Khud Ko Unblock Kare Working Trick 2018
Facebook Account Single Name Set Kyo Kare ?
Contents
Agar aap apni facebook id par single names set karna chahate hai to usske bhut se reson ho sakte hai unmese kuch reason yaha me aapko batane wala hu.
1.Aap apna surname chupana chahate hai Aur aap nahi chahate hai ki aapka surname kisi ko pata chale
2. Aapko apne friends me apne account ko popular dikhna hai to ye tarika accha hai isse aapki fb id ka naam aapke friends ke naam se jayeda accha dikhega.
3.Facebook account single name karne se aapka friends ya koi bhi aapko kisi bhi fb post ya comment me easily mention kar sakta hai.
4. Fb par surname ya last naam bhut important hai kyoki isse aapke friends ko aapko identify karna aasan ho jata hai kyoki aapka first naam kisi se match ho sakta hai but last naam bhut se logo ke alag alag hi rahte hai.
Facebook Par Single Name Set Kaise Kare – Working trick 2018
Dosto naam badalne ka option vaise to aapko fb settings me hi mil jata hai but waha se aap apna naam edit karte hai first names fill karte hai Aur last naam fill nahi karte ya clear kar dete to vo save nahi hota hai.
kyoki jaise ki maine aapko bataya hai ki Fb account par last naam hona compulsory hai. Issliye me aapko How To Single Facebook Name ki working trick batane wala hu jo 100% working hai.
Facebook Account Single Name Set Kare – Last Name Hide On Facebook
- Sabse pahle aapko apne phone me fb ki app download karna hai agar aap android user hai to google play Store se fb app download kar sakte hai Aur iPhone users itunes se isse download kar sakte hai. ya aap yaha se bhi FB App download kar sakte hai.
- Ab fb app download and install karne ke baad issme apna email and password enter kar login kare.
- Apne account me login karne ke baad ab yaha aapko 3 lines dikhegi unpar click kare ab yaha aapko apna pura naam and profile icon dikhega dekhega jaisa ki uper aap uper screenshot me dekh sakte hai ki abhi meri id par last name hai.
- Ab yaha niche scroll kare fir aapko language ka option dikhega uspar click karde.
- Ab yaha aapko english language pahle se set dikhegi. yaha par aapko niche scroll karna hai Aur scroll karne ke baad yaha gujrati language ke just uper aapko tamil language dikhegi uske aage wale box par click karde.
- Now friends ab aapki fb id ki language change hona start ho jayegi 30 se 60 second tak wait kare.
- Ab aapki Facebook id ki language successfully change ho jayegi ab aapko sabhi step ko carefully follow karna hoga. Kyoki ab aapko saare option tamil language me show honge so aapne agar koi option enable kar diya to fir usse baad me disable nahi kar payege issliye yaha sabhi instruction ko aap uper screenshot me dekh dekh kar hi follow kar sakte hai.
- Ab friends yaha aapko account setting option me jana hai jiske liye niche scroll kare ab yaha aapko debit card icon ke theek uper account setting wala option dikhega usspar click karde.
- Ab account setting me jane ke baad yaha 1st wale option general par click karde.
- Yaha aapko apna naam dikhne lagega. Isspar click karde.
- Ab yaha aapko apna first and last naam box me dikhega yaha last naam wale box par click karke last naam clear karde yani hatade. Ab yaha agar aapko apne first naam me koi change karna to isspar click karke issko hatakar yaha apne pasand ka naam daal sakte hai
- first naam wale box me apna naam likha rahne de aur middle and last naam wale box ko blank yani khali rakhe jaisa aap uper screenshot me dekh sakte hai aur fir blur color me change Name button par click karde.
1. Ab yaha aap dekh sakte hai ki aapka naam change hone ke baad kaisa dikhega ab yaha iss box me apna FB account ka password enter kare
2. confirm button par click karde.
Congrats ab aapka facebook account single name ho chuka hai.
- But Abhi aapka kaam pura nahi hua abhi aapko apne fb account ki language change karni hai isske liye back me jaye Aur yaha par aapko notification well ke theek niche language option dikh jayega isspar click karde.
- Ab yaha english ke aage wale box par click karde. now friends ab aapke account ki language change hona start ho jayegi.
- Now ab aapke fb account ki language change ho chuki hai Aur aapka facebook account single name ho chuka hai.
Iss tarah friends aap aasani se kuch hi minute me apne FB account par single name set kar sakte hai.
- 2017-Facebook Par Stylish Long Name ID Kaise Banaye Full Detail In Hindi
- Facebook par Song name (Gaane wali) ID kaise banaye hindi me jane
Dosto Facebook Account Single Name Kaise Karte hai in hindi, How To Make Single Name On facebook account, Facebook Single Name ID Kaise Banaye, Facebook Account Ka Name Single Kaise Kare, Facebook Single Name Trick In Hindi ye ab aap seekh hi gaye honge ye post aapko kaisa laga comment me jarur bataye aur essi or bhi fb tricks ke humari site par visit karte rahe.
badiya post hai bhai. acchi jaankari hai.