Facebook Added New Feature Purple Flower Emoji (Grateful) Reaction

0
facebook added new feature purple flower emoji grateful react button in hindi

Hii friends Facebook Ne Purple Flower Emoji grateful feature react button me add kiya hai issi ke bare me aapko batane wala hu. Friends agar aap facebook user hai to aap jante hi honge ki fb apni site me update dete rahta hai. Jissme new new features add kjye jate hai.

Aaj kal faacebook par aapne dekha hoga ki aap like button ko hold karte hai to aapko purple flowers  dekhne ko milti hai jissme aapko grateful or thankful likha hua dikhta hai. Ye fb ka new feature yani new emoticon reaction hai

Facebook Me React Button Emoji Reaction kya hai ?

Contents

Frinends agar aap 2015 se facebook use kar rahe hai to aapko pata hi hoga ki pahle issme only like button tha lekin 2016 issme new react feature add kiya gaya jissme aap agar like button ko hold karte hai yani like button dabakar rakhte hai to aapko emoticon dikhte ye react emoticon rahte hai jissme aapko like love sad angry etc emoticon dikhte hai.

Facebook Purple Flowers Grateful Thankful reaction kya hai ?

Friends jaisa ki maine ki fb apni site and app me kuch na kuch new update dete rahta hai. or ab facebook ne apne reaction button me ek nayapurple flower emoji add kiya hai. Ye purple flowers abhi kuch hi days pahle 11 may ko hi add kiya gaya hai. Pahle aapko kisi post omage video etc par like hold karne par 6 tarah ki emoji dikhti thi.

jaise like, love, haha, wow, sad, angry lekin ab aapko 7 tarah ki emojj like, love, thankful, haha, wow, sad, angry dikhegi. Yani ab aapko ek nayi purpal flower emoji dikegi. Computer user ko facebook ki site par iss purple flower emoji ke uper greatfull likha dikhega or mobile user ko iss emoji ke uper thankfull likha dikhega.

Facebook Added Purple Flower Emoji Thankful Grateful Reaction in hindi

Purple flower emoji ka matlab kya hai ye kyo add kiya gaya or kaise use kare. Ab aap mese bhut se log janna chahate honge ki iss purple flower ka matlab kya hota hai to me aapkp batadu isska matlab bhi love emoji ki tarah similar hi hai jaise agar koi post aapko jayeda accha lagta hai to iss emoji ka use aap use thanks kahne ke liye kar sakte hai.

purple-flower-thankful-reaction

iss purple flower ko use karne ke liye aap kisi ki post par like button ko hold kar yani dabakar rakhe waha aapko purple flower dikhega uspar aap apna finder le jaye or chodh de and pc user mouse ko like button par hold kare or ab aapko waha react me purple flower emoji dikhega par par mouse le jaye or left click karde. Iss tarah aap aaani se iss naye emoji ka use kar sakte hai.

Ye purple flower emoji facebook me pahle bhi add kiya ja chuka isse 2016 me mothers day ke kuch days pahle add kiya gaya hai. And abhi bhi 14 may ko mothers day hai isliye uske kuch days 2017 me bhi isse dubara fb ne add kiya hai. Issliye abhi ye nahi kah sakte hai ki ye purple flower emoji facebook ne permanent add kiya hai yani ye temporary bhi ho sakta hai yani kuch days baad fb iss feature ko hata bhi sakta hai or nahi bhi hata sakta.

Ye tha friends facebook ke new feature purple flower emoji isski information aapko agar aapko accha laga to isse apne friends ke social media site par share jarur kare or aapko iss post me kuch samjh na aaya ho to comment karke jarur bataye.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here