Hii friends apne phone ko speak kar kaise find kare, ya bolkar mobile phone kaise khoje ye main aaj aapko iss post me batunga. agar aap apna mobile yaha waha ya kahi par bhi rakhakr bhul jate hai or fir usko dundhne me baad me aapko problem hoti hai to ye post aapke liye hai yaha main aapko jo tarika bataunga usse aap asani se bolkar apne phone ko find kar payege. android mobile ka use aaj- kal sabhi log karte hai.
kyoki android ek best os hai and android me aapko google play store milta hai. jisme aapko millions ki sankya me apps milte hai or un apps mese esse bhut se apps rahte hai jo aapke smartphone ke liye jaruri hote hai and aaj main bhi aapko ek app ke bare me batunga. jo aap apne kisi bhi android device me use kar payege.
- Android Mobile Phone ko 3 times Clap kar (Tali bajakar) kaise find kare
- Android Mobile Phone me Recycle bin folder kaise banaye ya add kare
How to find mobile phone by speak in hindi ( मोबाइल फोन को बोलकर कैसे खोजे)
- Sabse pahle aap Google play store me jaye aur waha par search kare speak to find aur fir usko download kare aap niche diye hue link se bhi download kar sakte hai.
- Download hone ke baad iss app ko install karke open kare ab aapko yaha screen par get started ka option dikhega uspar clcik karde.
- Ab apke samne ek page open hoga jis par likh hoga speak to start and uske niche please say single word to configure likha hai iska matlb hai apko single word bolna hai aur ek password ki tarah apko 3 bar word bolna hai. aap yaha apna name 3 baar bole.
- 3 bar name bolne k bad ek new page open hoga jisme likha hoga ” we have dedicate the words. It is the word yaha 1-2-3 ( jo aapne apna name bola hai vo yaha dikhega) ” iske niche yes option hai apko yes par click kar dena hai.
Note:- jab tak aap apna naam achi tarika se ni bologe tab tak kuch ni hoga matlb Jo uper diya hua hai page hai aisa kuch ni ayga. issliye sahi se and 1 sec ka gap dekar name speak kare.
- ab aapko ‘put your device to sleep and speak the word, device will ringing’ wala message dikhega aapko isske niche ok par click kar dena hai.
- ab aap apne phone ka lock laga kar 3 time apna name le aab aap dekh sakte hai jaise kisi k phone aata hai to ringtone bajti hai same aise hi ringtone bajagi and agar aap vibrate ya flash light use karna chayte hai to apko setting me Jana hai waha par option hai flash light aur vibration ka apko us par tick karna hai fir apki settings thik ho jaygi.
- agar aap apna name change karna chate hai to apko iss app ki setting me Jana hoga aur sabse niche Jo apne name rakha hai WO apko dikhyi dega ab aap usko change kar sakte and ab aap chaiye single word rakhe ya double matlb aap ab kuch bi name rakh sakte hai.
Important – jab aap iss application k use karenge to apke phone me ads bahut aynge matlb jaise TV me aate hai and agar aap in ads ko band karna chahate hai to apko 10rs k charge dena hoga fir ye ads kabi nahi aayge agar ab apko ads hatana hai to aap setting me jaye aur waha par remove ads ka option dikhega uss par click kare aur payment kar de. aap debit card se bhi kar sakte hai.
- Android Mobile Phone ko Face se Control kaise kare – 100% working trick
- Apne Android Mobile Phone ki Slow Speed ko Fast kaise kare without app
aap isi tarah asani se apne phone ko apne voice ya speak se find kar sakte hai and agar apko hmari post achi lagi to social media par jarrur share kare aur hmari website allhindihelp ko visit karte rahe.
bhai aapke blog par per day kitne page views aate hain.
bro abhi to kam hi hai 300-400 daily pageviews hai..
o nice application…did you develop it???if yes ,then which platform you used for development??
No i am not develop this app, this is google play store app. create any app you need to learn programming language..