Facebook Par Single Name ID & Stylish Long Name ID Kaise Banaye

22
facebook par single name id-and stylish long name id kaise banaye

Hello Friends, Agar aap Google par Facebook Par Single Name ID Kaise Banaye Ya FB Par Stylish Name ID Kaise Banaye ? ye search kar rahe hai to aap sahi jagah aaye hai iss article me apko yahi batane wala hu ki Facebook Par Single Name ID Ya Stylish Long Name ID Kaise Banate Hai.

jaise ki aapne Facebook par dekha hoga ki bhut se logo ka name alag alag font me dikhta hai fb par hume default font milta hai jissme hum apna naam likh skate hai or vo hai Ariel font agar aap font ke bare me jayda nahi jante to simple tarike se batata hu

font yani kisi bhi text ko likhne ki style yani main jis text me likh raha hu vo hai vo hai Calisto MT issi tarah ab aap samajh gaye honge ki font kya hai.aapne facebook par dekha hoga ki aapke friends ka naam stylish font me likha rahta hai

ya unka naam single rahta hai matlab usme last name nahi rahta hai. vaise facebook par aap bina surname ke only first name use nahi kar pate hai lekin yaha main aapke sath jo trick share karne wala hu vo aapke liye helpful hoga.

Aapke friends apna naam single ya stylish rakh kar fb use kar rahe hai to apke mann me yeh question jarur hoga khas me bi aisi naam rakhta Aur aapko yeh tricks nahi pata to aap nahi rakh pa rahe hai to aap sad na ho me apko yeh tricks ache se samjunga aur apna naam jaise aap rakhna chaiyte hai aap iss tricks se rakh sakte hai. 

How To Make Stylish Name ID On Facebook Working trick 2018

Contents

facebook par stylish name kaise likhe ye bhut se logo ka question rahta hai kyoki fb par bhut se logo ke naam stylish font me likhta rahta hai to aap bhi agar stylish name trick for fb ye search kar rahe the to bilkul sahi jagah par hai. facebook stylish name id banane se pahle aapko isske benefits aur loss ke bare me pata hona jaruri hai. 

Facebook Stylish Name Advantage in Hindi

1.aapka naam other fb user se alag aur unse accha dikhta hai.

2.isse aap apne friends me popular bhi ho sakte hai.

3.aapka name dusre user se alag aur attractive dikhega to log usse jayeda pasand karege

4.isse aapke followers increase hone ke bhi chances rahte hai.

Facebook Stylish Name Disadvantage in Hindi

1.aapka facebook name stylish hone ke karan aapke Fb friend ya other user ko aapko kisi post ya comment me mention ya tag karte time problem aati hai.

2.agar aap baar baar stylish fb name rakhte hai ya change karte rahte hai to isse aapka facebok account blocked bhi ho sakta hai.

Facebook Par Single Name ID Kaise Banaye- Hindi Me Jane

  • Sabse pahle aap apni Facebook id me email aur password dal kar login kare.

Note- apko facebook lite app use nahi karna hai or na hi uc browser mini use karna hai. aap facebook app ya chrome beowser or puffin browser ka use kar sakte hai

tap-on-language

  • Ab apko setting ki taraf Jana hai se jaha logout karte hai ab waha apko language par click karna hai.

choose-tamil-language

  • Language me yaha par bhut si language jaise hindi, punjabi, urdu, marathi, malayalam, gujrati etc dekhegi inmese apko Tamil language select karni hai.

tap-on-tamil-setting-icon

  • Ab apko fir se setting ki taraf janna hai matlab apko setting option par click karna hai.

Note- agar apko kuch samaj nahi aa raha hai to aap screenshot ko folow dekhe aur unko follow kare.

tap-on-general

  • Setting par click karne ke bad apko sabse uper general option par click karna hai.

tap-on-your-name

  • Ab apko sabse pahle wale option me apka naam likha hai to uss par click kare. yaha aapko apna first and last naam dikhega.

blank-last-name-box

  • Ab apko last name hide karna hai to app us box ko khali kar de fir niche blue option par click kar de.

enter-password-and-save

  • Ab next page open hoga usme apko apne facebook account ka password dalna hai

now-your-name-single

  • aur  paasword dalne ke bad apka name single ho jayga

tap-on-tamil-language

  • ab apko fir setting ki taraf Jana hai language par click kare and niche image me dekhe.

choose-english-language

Dusre wale option me English u.k language select kar le and apki Jo pasand ki language hai WO select kar le.

Facebook Par Stylish Name ID Kaise Banaye ? In Hindi

iss method me aap stylish long name id bana sakte hai to aap niche diye hue font ko copy karke apna naam likh le aur usko copy kar le ab apko first method dubara se use karna padega same wahi karna hai

enter-first-and-last-name

  • aur jab aap name change wale page par pauch jaye to Jo apka naam hai usko mita de aur yeh stylish name paste kar de and save change wale option par click karde.

Font one-

A ╨▓ ╤Б ╘Б ╤Ф ╥У ╥й ╨╜ ╤Ч ╤Ш ╨║ ╨│ ╨╝ ╨╕ ╙й ╤А ╥й ╤Ж ╤П ╤Х ╤В ╤Ж ╤╡ ╤И ╤Е ╥п ╙б

Font two-

A ╔У c ╔Ч ╔Ш ╩Ж ╩Ы ╩Ь ╔й j ─╕ ╔н ╔▒ ┼Л o p q ╩Л ╩А s t ╩Л v w x ╞┤ ╩С

In dono font ko aap niche code box mese copy kar sakte hai.

iss tarah friends aap aasani se facebook Par Single Aur Stylish Name ID bana sakte hai ye fb ki trick aapko kaisi lagi comment me jarur baatye or essi or bhi tricks janne ke liye humari site par visit karte rahe or site ko subscribe kare or latest post ki info apne email par paye.

22 COMMENTS

    • aapka question samajh me nahi aaya aapko facebook id disable name copy karna hai yani aapki id disable ho gayi hai or uska name aapko yaad nahi hai ya vo stylish font me hai. fir aap vo name copy nahi kar sakti hai and aapka jo bhi question hai vo full detail ke sath bataye.

    • facebook stylish long name wali iss trick me aapko kya problem aa rahi hai vo detail me bataye and 60 days name change wali limit wali problem hai to usski post maine already ki hui hai jisse aap facebook category me jakar read kar sakte hai.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here