Insurance Kya Hai ? Insurance ( Bima ) Kitne Prakar Ka Hota Hai

14
insurance kya hai types of insurance bima in hindi

Insurance kya hota hai, bima kya hai aur kitne prakar ka hota hai┬аHello ┬аfriends, agar aapne insurance nahi karwaya hai ya fir aap insurance karwana chaiyte hai aur apko uske bare me nahi pata to aaj me apko iss topic me full details ke sath aur ache tarike se apko iske bare me batunga ki Bima kya hai aur WO kitne type ke hote hai.┬а insurance ki jankari sabhi logo ko hona jaruri hai

kyoki agar aap isske bare me nahi jante hai to aap bhut se benefits ko miss kar┬а dete hai. insurance bhut si types ka hota hai aapne isske bare me aur bhi suna hoga aur tv pe isske advertisement bhi dekhe honge lekin agar aapko iske bare me puri jankari nahi hai to ye post aapke liye hi hai

Insurance kya hai ? What is insurance In Hindi

Contents

Insurance ko Hindi me bolte hai Bima. Apko iska Hindi word to pata chal gaya hai but iska means nahi pata chala agar isko apki language me bole to “extra life” & “warranty ” jaise aap cloth, electric & furniture,etc buy karte ho to WO apko 1 year-5 year ke bich apko warranty deta hai

agar WO kharab ho jata hai to usko company thik karke degi ya new degi but bat karte hai “human” ki WO to apko pata iski warranty kisi ko nahi pata kab kiya ho kyuki human(insaan) ki koi warranty nahi hoti.

yeh dekhte hue company ne human ke liye new scheme nikali hai jisse logo ko extra life mile aur company ne bahut tarah ke bima nikale hai jaise life, accident & health insurance etc

yaha sirf me human ki bat kar raha hu means aaj kal har chez ka bima ho raha hai yaha par main point human bima ka hai and apko Maine three point bataye hai Jo apke liye bahut fayda hai and uske bare me aapko niche batunga. vaise to insurance sabhi chijo ka hota hai jaise koi vehicle ya house etc purchase karta hai to uska bhi insurance kara sakta hai.

Different Types Of Insurance? Insurance Kitne -Prakaar Ka Hota Hai ?

Me apko yaha par sabse jayda use hone wale type aur uske bare me batunga kyuki bima bahut type ke hote hai isly yha me ┬аaapko jo sabse jayda ┬а important hai unke bare me batunga.

1. Life insurance

Yeh sabse jayda old person ka hota hai iska fayda yeh hai jis person ke name apne jiwan bima karwaya hai agar uss person ki death ho jati hai to uske death ke bad uski family ko kuch paise mil jata hai jitne rs ke karwaya hai agar uska bima pura nahi hota hai to usse pahle hi death ho jati hai to uske bad bhi paise mil jate.

2. Accident insurance

Agar apke name bima hai aur apka kahi par accident ho jata hai ya fir durgatna ho jati hai to bima apki madad karti hai apke pas paise kam hone par apka sath deti hai aur apko heathy rakhta hai.

3. Health insurance

Apko name se hi pata chal gaya hai yeh kis tarah ke bima hai fir bhi me aapko iske bare me batata hu jaise apki health thik hai apne bima karwaya hai aur aapko kabi ya kahi par health problem ho jati hai to ye apki help karta hai aur apka dhyan rakhta hai.

4. Vehicle insurance

issme ┬аkisi bhi vehicle jaise bicycle, bike, car truck etc ka bima aata hai aapne dekha hoga ki jab bhi koi vehicle purchase karte hai to aapko aapko uske sath uska bima bhi kharidna hota hai

vaise kabhi kabhi ye aapko free me mil jata hai isse agar aapki vehicle ka accident ho jata hai or vo kisi wajah se broke (рдЯреВрдЯ рдЬрд╛рдирд╛) ho jati hai to insurance company aapko uske paise degi. issi tarah or prakar ke jaise┬аAuto Business┬аTravel etc types ke insurance hote hai

ye insurance ki jankari ┬аwali post aapko acchi lage to isse apne dosto ke sath social media par jarur share kare or aapko issme kuch samajh na aaya ho to commnet karke jarrur bataye aur daily latest post update pane ke liye email box me email dalkar subscribe kare aur daily allhindihelp ko visit karte rahe.

14 COMMENTS

  1. Sir mein youtube ka Hosted Adsens account me ads unit mein jaakar Ads code create karke mere blog per ads lagata hu to koi dikkat to nHi hogi na… Meine try kiya ads bhi blog mein show ho rHa hei.. Par mere khyal se koi CPC mein to problem aage nahi aayegi na…?

    • Aap hosted adsense ke ads domain wali website me laga rahe hai to usme ads show nahi honge. aap hosted adsnese ke ads only blogger ki free service jaise blogspot youtube par hi use kar sakte hai and agar aap apni website me ads lagana chahate hai jissme domain ad hai to simple aapko apna hosted account non hosted me change karna hoga fir apni kisi bhi site ya app par adsnese ads show kara sakte hai. isski info main apni agli post me share karunnga jiski notification email par pane ke liye aap humari site ko subscribe kar sakte hai

    • yes visit karte hai lekin jaruri nahi ki sabhi comment kare. bhut se logo ko jab post se related koi problem aati hai tabhi vo comment karte hai lekin allhindihelp site par humesa working trick share ki jari hai. jo sabhi log asani se follow kar lete hai and unhe koi problem nahi hoti hai.

    • thanks insurance kya hai or insurance kitne prakar ke hote hai wali ye post aapko acchi lagi bhut acchi baat hai essi or bhi post read karne ke liye humari site par visit karte rahe..

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here