Google Account Connected App & Site Kaise Remove Kare

0
google account connected app site remove kare

Google Account Connected App And Site Kaise Check Kare, Gmail Account Se Connected App Aur Site Ko Remove Kaise Kare. Friends agar aap android phone use karte hai to aapke pass google account yani gmail account to hoga hi google play store Aur other google apps jaise g-mail youtube etc ko use karne ke liye hume gmail id banani hoti hai.

issi gmail id ko bhut se log gmail account and Google ID bolte hai. saral sabdo me bola jaye to google ke sabhi product ka use karne ke liye aapke pass google account hona jaruri hai kyoki

Iss G-mail id ki jarurat hume har jagah padhti hai jaise kisi site me register karte time and kisi ko mail karte time etc. gmail id banate time aapse aapki basic information jasie name, phone number, age, country, state, city, address etc pucha jata hai

aur aapko apna number verify karana hota hai.  Ye thi G-mail ki information jo aap mese sabhi log jante hi honge but aaj me aapko gmail account se connect apps and sites kaise pata karte hai and unhe remove kaise karte hai ye batane wala hu.

Gmail Account / Google Account Connected App & Site Kya Hoti Hai ?

Contents

Dosto jabhi bhi aap kisi site ko apne gmail ko access karne ke permission dete hai to vo app and site aapke gmail se connected ho jati hai. Jaise example ke liye aap kisi site par jate hai or us site par register option par click karte hai. Or waha aapko facebook and google button dikhte hai or aap Google button par click karte hai or site permission me allow kar dete hai to isska matlab hua hai vo site aapke google account se connect ho chuki hai or usse access bhi kar sakti hai.

Esse hi aap kisi apps ko download karte hai or vo aapke google account se register karne ke liye bolta hai or usspar register kar aap us app se apni gmail id ko connect kar dete hai. Itna hi nahi friends aap jis bhi site me register karte hai. Or gmail account se unpar registration kat verify karate hai to vo site bhi aapke account se connect ho jati hai. 

Google Account  Se Connect Apps & Site Remove Kyo Kare ?

Friends ab aap mese bhut se log soch rahe honge ki google account connected app & site remove delete kyo kare to me aapko batana chahunga ye bhut jaruri hai kyoki aap agar kisi third party app ko apne gmail se connect karte hai or usse sari permission de dete hai to us app ka owner aapka gmail account hack bhi kar sakta hai.

issliye kisi bhi third party apps and Website ko apne gmail se connect karna bhut risky hai issliye aapko sirf trusted and bhut hi important apps and site ko apne google account se connect karna chahaiye agar aapne essi apps and sites ko apne gmail se connect kar rakha hai jo aapko lagta hai ki trusted nahi hai to aapko unhe jald se jald delete karna chahaiye. k

Google Account Se Connected Apps and Sites Ko Kaise Hataye

Dosto abhi agar aap apne G-mail se connected kisi app ko remove karna chahate hai to sabse pahle aapko pata karna hoga ki kon si app aapke Google ID se connected hai tabhi aap aap usse remove kar payege google account connected app and site aap easily check kar sakte hai isske liye aapko only niche bataye instruction ko follow karna hoga

Google Account Se Connected App Site kaise Check Kare – Full Detail

  • Sabse pahle aapko my account par jana hoga jispar direct jane ke liye niche button par click kare.

Google My Account

  • Ab uper diye button par click karne ke baad  aap agar gmail se login nahi honge to yaha apna email and password enter kar login kare.

connected-app-and-site

  • Gmail id se login karne ke baad yaha niche aapko Sign in and security me connected apps and sites ka option dikhega uspar click karde.

manage-apps

  • connected app and site par click karne ke baad yaha jo bhi app and site aapke gmail se connect hogi vo yaha par aapko dikhne lagegi. aap apne google account se connected sabhi apps and sites ko dekhna chahate hai to manage apps par click karde.

google-account-connected-apps-and-sites

  • Now friends yaha aapko vo sabhi sites and apps dikh jayegi jo aapke G-mail se link hai.

Gmail Account Se Connected Apps And Site ko Remove Delete Kaise Kare – Full Detail

Dosto aapne uper bataye method ka use karke apne G-mail se connect apps and sites dekh li hogi ab aap janna chahate hoge ki inhe remove kaise kare hai. but me aapko batana chahunga ki aap G-mail se sabhi app and sites jo connect hai unhe remove to kar sakte hai but agar koi app aapke liye bhut hi important hai.

Aur vo aapke google account se connect hai or aap usse issliye delete kar rahe hai kyoki usse aapka data hack ho sakta hai to essa nahi hai agar koi useful app hai to aap pahle uske bare me search karle or vo trusted hai to usse apne gmail se link rahne de

issme koi problem nahi hai but bhut si apps and sites essi hoti hai jinki hume jayeda jarurat nahi hoti but vo humari gmail id se connect hoti hai to aapne bhi essi hi apps and site ko apne gmail ko access karne ki permission di hui hai to unhe remove karne ke liye niche bataye instruction ko follow kare.

Google Account Connected App And Site Remove Kaise Karte Hai 

select-app-and-site

  • 1st uper diye method ko follow karke manage apps par me jakar aapko yaha sabhi google account Connected App And sites dikh rahi hogi ab aap jis bhi app ya site ko remove karna chahate hai uspar click karde.

tap-on-remove

  • jaise hi aap kisi app par click karege yaha aapko remove button dikhega iss button par click karde.

remove-access-ok

  • ab yaha aapko dubara confirm karne ke liye pucha jayega ki such me aap in apps se apni gmail access ko remove karna chahate hai ok par click karde.

site-disconnect

  • now ab aapko can no longer to access the acount ka message dikhega jisska matlab ki ye app ya site aapki g-mail account se removed ho chuki ho hai.

issi tarah friends easily aap bhi gmail ya google account connected app and site ko easily removed kar sakte hai.

Dosto Google Account Connected App Ko Check Kaise Karte Hai Gmail Se Connected App Sites Delete Disconnect Kaise Karte Hai wala ye article aapko kaisa laga. agar aapko ye article accha lage to isse apne friends ke sath social media sites par share jarur kare or essi or bhi internet se related ya google se related post read karne ke liye humari site par visit karte rahe.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here